Sarkar Alaihis-Swalaatu Was-Salaam ki bargah me hazrat e qatata (RadiAllahu Anhu) farmate hai aankh ata kar dein.. Sarkar e do alam SwallAllahu Alaihi Wa Sallam ne farmaya aankh chahiye jannat chahiye
Hazrat e qatata (RadiAllahu Anhu) farmate hai aaqa jannat me mere aaqa aap karim hai apne karam se ata kar de aur aankh maine maangi hai meri talab par ata farmade sarkar sallahu alahi wasaallam ne apna luab e dahan e mubarak lagaya fauran unka zakhm shifa yaab ho gaya
SubhanALLAH!!
No comments:
Post a Comment
Enter your Comment here...