1) Rakhta Jo Hai Ghawth e A'zam Se Niyaaz-
Hota Hae Khush Us Se Maula Be-Niyaaz,
2) Hoñgi Aasaañ Saari Teri Mushkileñ
Sidq Dil Se Ghawth Ki Kar De Niyaaz,
3) Hai Fazeelat Gyaarhviñ Taareekh Meiñ-
is Liye Afzal Hae is Meiñ De Niyaaz,
4)Saaz o Saamaañ Ki Nahiñ Takhsees Kuchh-
Jo Mayassar Ho Usi Par De Niyaaz,
5) Haañ Adab Taazeem Laazim Hae Zaroor-
Be Adab Hargiz Na Ye Khaaye Niyaaz,
6) Haiñ Jo Badmazhab Wahaabi Raafzi-
Hae Haraam Un Ko Agar Khaaye Niyaaz,
7) Kandhvi Bhi Be Adab Gumrah Hai-
Hai Haraam Us Par Agar Kuchh De Niyaaz,
8) Ae Jameel e Qadri Hushyaar Baash-
Umr Bhar Chhoote Na Tujh se ye Niyaaz.
Hota Hae Khush Us Se Maula Be-Niyaaz,
2) Hoñgi Aasaañ Saari Teri Mushkileñ
Sidq Dil Se Ghawth Ki Kar De Niyaaz,
3) Hai Fazeelat Gyaarhviñ Taareekh Meiñ-
is Liye Afzal Hae is Meiñ De Niyaaz,
4)Saaz o Saamaañ Ki Nahiñ Takhsees Kuchh-
Jo Mayassar Ho Usi Par De Niyaaz,
5) Haañ Adab Taazeem Laazim Hae Zaroor-
Be Adab Hargiz Na Ye Khaaye Niyaaz,
6) Haiñ Jo Badmazhab Wahaabi Raafzi-
Hae Haraam Un Ko Agar Khaaye Niyaaz,
7) Kandhvi Bhi Be Adab Gumrah Hai-
Hai Haraam Us Par Agar Kuchh De Niyaaz,
8) Ae Jameel e Qadri Hushyaar Baash-
Umr Bhar Chhoote Na Tujh se ye Niyaaz.
0 comments:
Post a Comment
Enter your Comment here...