HADITH:
¤ Hazrat Ataba bin Azwaan (radiallahuanhu) Huzoor Nabi e Kareem صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ se riwayat karte hain ki Aap صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ ne farmaya: Jab tum mein se kisi ki koi shay gum hoo jaaye (yaani koi cheez kho jaaye) tum mein se koi MADAD chahe aur woh aisi jagah hoo ki jahan uss ka koi madadgaar bhi na hoo too usse chahiye ki kahe: "AYE ALLAH KE BANDO! MERI MADAD KARO, AYE ALLAH KE BANDO! MERI MADAD KARO, Yakeenan Allah ke aise bhi bande hai jinhe hum dekh too nahi sakte (lekin woh logo ki madad karne par maamoor hai) aur ye Aazmudah baat hai"
¤ Tabrani fi Maujamil Kabeer, jild 10
¤ Musnad Yaa'la , Jild 9
¤ Haithami fi Majmu al Zawaaid, Jild 10
0 comments:
Post a Comment
Enter your Comment here...