∗ DOULAT Behtarin Khaadim Hai Magar Badtareen Dushman Bhi Hai.
∗ Apni Umr Aur DOULAT Pe Aitbar Mat Karo, Kyun Ke Jo Cheez Ginti Me Aa Jaye, Usse Ek Din Jaroor Khatm Hona Hai.
∗ Ikhtiyar, Takat aur DOULAT , Yeh wo 3 Chije hai Jiske Pane Se Log Badalte Nahi , Benaqab hote hai.
∗ Nadaan Log DOULAT Ke Liye Dil Ka Chain Luta Dete Hain aur 'Danishmand' Dil Ke Chain Ke Liye Doulat Luta Dete Hai.
∗ DOULAT, Hukumat Aur Musibat Me Aadmi Ke Aql Ka Imtihaan Hota Hai, Ki Aadmi Sabr Karta Hai Ya Galat Qadam Uthata Hai.
∗ DOULAT Ki Masti Se Khuda Ki Panah Mango Kyon Ki Iss Ke Nashe Ko Siwaye Maut Ke Koi Dusri Cheez Nahi Utar Sakti.
0 comments:
Post a Comment
Enter your Comment here...