Ulama E Deoband Ki Woh Kaun Si
Gustaakhiyaan Thi Jiski Wajah Se Unpar 33 Ulama E Harmain Ne Kufr Ka Fatwa Diya Tha"
Jawab:
Wo Kufriya Aqaaid Jiski Bina par In chaaron Ulama E Deoband Aur Inke Kufr Par Shak Karnewaalon par Kufr ka fatwa Diya gaya Tha
Neeche Dekhein:
1) Rasheed Ahmad Gangohi Ne Apni Fatawa Rashidia Me Likha Ke
"ALLAH Ta'ala Jhoot Bol Sakta Hai"
(Fatawa Rashidia Part I Page 20.)
(MA'AZALLAAHI RABBIL AALAMEEN.)
2) Ashraf Ali Thaanvi Ne Apni Kitaab Hifzul Imaan Me likha Ke
"NABI-e-karim ka ilm aisa hai jaise Bacchon paagalon aur jaanwaron ko Bhi Hota Hai.
(Hifzul Imaan -Safa No. 8)
(MA'AZALLAAHI RABBIL AALAMEEN.)
3) Qasim Nanotvi Ne Apni Kitaab Tehzeerun Naas me Likha Ke
"Agar MUHAMMAD Sallallahu Alaihi Wasallam Ke Baad Bhi Agar Koi NABI
Aa jaaye To Khatme Nabuwwat Par Koi Farq Nahi padega"
(Tehzeerun Naas Page 24)
(MA'AZALLAAHI RABBIL AALAMEEN.)
4) Khalil Ahmad Ambhetvi Apni kitaab Baraaheen-e-Qaatia Me Likha Ke
"NABI sallallahu Alaihi Wasallam Se Zyada Ilm shaitaan Ko Hai"
(Baraheen-e-Qaatia, Page 51-52)
(MA'AZALLAAHI RABBIL AALAMEEN.)
In Gustaakhiyon Ki Wajah Se Ulama E Harmain Ne 1903 Me Ye Fatwa Diya Tha ke Yeh chaaron Gustaakh Kaafir Hai Aur Inke Kufr Par shak Karnewaala Bhi Kaafir Hai.
Fatwa Dene Wale Ulama E Harmain Ke Naam:
FATWA BY 'ULAMA OF MAKKAH E MUKARRAMA:
1. Fatwa from Ustaad-e-Harmain Saeed Shafeii.
2. Sayedul 'Ulama – Maulana Mufti Sheikh Ahmed Abdul Khair Mirdad.
3. Mufti Hanafia – Allama Sheikh Saleh Kamaal.
4. Mufti Sheikh Ali Bin Siddiq Kamaal.
5. Sheikhul Dalail – Mufti Muhammad Abdul Haq Mujahir Al-Babadi.
6. Mufti Sayed Ismail Khaleel – Librarian of Makkah.
7. Maulana Mufti Sheikh Umar Bin Abibakr Ba Junaid.
8. Allama Mufti Saeed Ablu Hussain Al-Mazruki.
9. Mufti Sheikh Abid bin Hussain Maaliki.
10. Mufti Ali bin Hussain Maaliki.
11. Mufti Muhammad Jamaal bin Muhammad Hussain.
12. Mufti Sheikh Asad bin Ahmad Dahan –
Teacher in Haram Shareef, Makkah.
13. Mufti Shaikh Abdul Rehmaan Dahan.
14. Mufti Sheikh Muhammad Yusuf Afghani.
15. Mufti Sheikh Ahmed Maaliki Al Imdadi –
Teacher at Haram and Madrassa
Ahmadiya in Makkah and Khalifa of Haji
Imdaadullah Muhaajir Makki.
16. Mufti Muhammad Yusuf Al-Khayaat.
17. Sheikh Muhammad Saleh bin Muhammad Ba- Fazi.
18. Sheikh Abdul Karim Naji Dagistani.
19. Sheikh Muhammad Saeed bin Muhammad Al-Yamani.
20. Mufti Sheikh Haamid Muhammad Al-Jadawi
FATWA BY 'ULAMA OF MADEENA MUNAWWARA:
1. Mufti Hanafia – Taajuddeen Ilyas.
2. Former Mufti of Madeena – Allama Osman bin Abdus Salaam Dagistani.
3. Sheikh-e-Maalikia – Mufti Sayed Ahmad of Algeria.
4. Mufti Khaleel bin Ibrahim Karbooti.
5. Sheikud Dalail – Mufti Sayed Muhammad Saeed.
6. Mufti Sheikh Mehboob bin Ahmad Omari.
7. Sheikhul Dalail – Mufti Sayed Abbas bin Sayed Jaleel.
8. Mufti Sheikh Omar bin Hamdaan Al-
Maharasi.
9. Mufti Sayeed Hakeen Muhammad bin Muhammad Madani.
10. Mufti Shaaeiya 0 Alam Sayed Shareef Ahmad Barzanji.
11. Mufti Muhammad Aziz Maaliki – formerly of Tunisia.
12. Mufti Sheikh Muhammad Kiyari – Teacher at the Haram Shareef Madeena.
13. Mufti Sheikh Abdul Qadeer Taufeew – Teacher of Masjid-e-Nabawi
Shareef.
0 comments:
Post a Comment
Enter your Comment here...