Sab Jaantey Hain Ki Jab
Doosre Nabiyon Ki Qoum kuch Gunah Kare.. Ya Nabi Ki Toheen Kare To Unpar Allah
Ka Azaab.. Usi Waqt Aajata Tha... To Ab Dekho
" Aur ALLAH ka kaam nahin ke Azaab karey, jab tak Ae Mehboobﷺ tum in main Tashreef farma ho"..
[Surah #8: Al-Anfâl, Aayat #33]
Yaani Azaab-E-ILAAHI is liye nahin aata k4 in main AAP ﷺ Mojood hain, aur Aam Azaab to Qayaamt tak kisi jagah bhi na Aaye ga, is se maaloom huwa k HUZOOR ﷺ Qayaamat tak har jagah Mojood hain,
AL-Quran
“Aur Agar Jab vo Apni Jano par zulm kare, To Ae Mehboob tumhare Huzoor hazir hon aur phir Allah se maafi chahein Aur Rasool ﷺ unki shafa’at farmae to Zarur Allah kobohot Tauba kabul karnewala Meherbaan Paaein”
[Surah Nisa Verse.64]
Isi Liye to Aala Hazrat, Imam Ahmad Raza Khan (Rahmatullahi
Alaih) farmate hain:
Wohi rab hai jisne tujko hamatan karam banaya,
hume bhik mangne ko tera aasra bataya...
Wohi rab hai jisne tujko hamatan karam banaya,
hume bhik mangne ko tera aasra bataya...
Ghour Farmaiye...
Al Quran:
"Ae Mehboob kiya tum ne nahin dekha ke tumharey RAB ne in Haathi waalon ka kiya haal kiya"..
[Parah#30, Surah Feel, Aayat#1]
Allama Abu-ul-Hasan Ali Bin Muhammad Al-Mawardi (370-480 H):
Nabi-e-Kareem ﷺ ki Wiladat Waqiya-e-Ashab-ul-Feel ke 50 din baad hui
(Ailam-un-Nabuw a, Page 192)
Pata Chalaa Huzur dunia me Paidaa hone se Pahele bhi Hazir O Nazir hain..
Pata Chalaa Huzur dunia me Paidaa hone se Pahele bhi Hazir O Nazir hain..
Ab Jo bhi Ise Jhutlaega Wo Pakka Kaafir wa Munafiq Hai....
MERE PYAARE AAQA ﷺ HAZIR WA NAZEER HAIN... THE aur Rahenge...
"Quran Bhi Padhliya Karo Ghustaqon Kabhi..."
Al Quran..
BESHAQ ALLAH BEHTAR JAANTA HAI JI KOUN USKI RAAHSE HAI AUR KON USKI RAAH SE MEHROOM HAI..
Al Quran..
BESHAQ ALLAH BEHTAR JAANTA HAI JI KOUN USKI RAAHSE HAI AUR KON USKI RAAH SE MEHROOM HAI..
0 comments:
Post a Comment
Enter your Comment here...