Khila Mere Dil Ki Kali Ghous-e-azam mitaa Qalb Ki Be Kali Ghous-e-Azam
Mere Chand Mai Sadqe Aaja Idhar Bhichamak Uthhe Dil Ki Gali Ghous E Aazam
Tere Rab Ne Maalik Kiya Tere Jad Kotere Ghar Se Duniya Pali Ghous E Aazam
Wo Hai Kaun Aisa Nahi Jisne Paayatere Darr Pe Duniya Dhali Ghous E Aazam
Kaha Jisne Ya Ghous Aghisni To Damm Mebar-aayi Musibat Tali Ghous E Aazam
Tere Rab Ne Maalik Kiyaa Tere Jad Ko
Tere Gar Se Duniya Pali Ghous-e-Azam
Nahin Koyi Bhi Aisa Faryaadi Aaqa
Khabar Jiski Tumne Nali Ghous-e-Azam
Meri Rozi Mujko Ataa Karde Aaqa
Tere Dar Se Duniya Neli Ghous-e-Azam
Naa Maangoon Mein Tumse To Phir Kisse Maangoon
Kahin Aur Bhi Hai Chali Ghous-e-Azam
Sadaa Gar Yaha Mai Na Du To Kaha Du
Koi Aur Bhi Hai Gali Ghous E Aazam
Jo Kismat Ho Meri Buri Achchi Kardo
Jo Aadat Ho Badkar Bhali Ghous-e-Azam
Tera Martaba Aala Kyoon Ho Na Maulaa
Tu He Ibn E Maula Ali Ghous-e-Azam
Qadam Gardan E Awliya Par He Tera
He Too Rab Ka Aisa Wali Ghous-e-Azam
Jo Doobi Thi Kashti Wo Damm Me Nikali
Tujhe Aisi Qudrat Mili Ghous E Aazam
Hamaara Bhi Bera Lagaado Kinare
Tume Nakhuda’i Mili Ghous-e-Azam
Tabahi Se Naav Hamari Bachaa Do
Hawa E Mukhalif Chali Ghous E Aazam
Fida Tumpe Hojaye Noori Ye Muztar
Ye Hai Uski Kwa’ish Dili Ghous-e-Azam
- - -
Penned by:
Huzoor Mufti e A'zam رحمۃ الله تعالیٰ علیہ
0 comments:
Post a Comment
Enter your Comment here...