Q.
Gosht Ka Sadhna Aur Khaane Ka Kharab Hona Kab Se Shuru Huwa?
A.
Mann aur Salwa jab Nazil hota tha to Bani Israil Mumaneat ke ba wajood kuchh chhupa kar kal ke liye rakh lete the,lekin dusre din woh rakha huwa MAN SALWA sadh jaata tha.
Huzur sallallahu alaihi wasallalm ne Irshad farmaya: agar Bani Israil na hote to khana kabhi na sadhta aur na kharab hota
Khane ka kharab hona aur gosht ka sadhna usi tareekh se shuru huwa usse pahle na khana kharab hota tha aur na gosht sadhta tha.
(روح البيان ج1ص97تفسيرنعيمى ج1ص455)

0 comments:
Post a Comment
Enter your Comment here...