Mirza Ghulam Ahmad Qadyani 1839-40 Me Qadyaan
Zila GurdaasPur India Me Paida Hua.
Pehli Mulazimat 1864 Sialkot Me Clark Ki Ki,
2,3 Saal Bad Bait Ka Silsila Shuru Kya
1890 Me Puri Ummat Ke Muttafiqa Aqida Ke
Hazrat Essa Alaihissalam Hayaat Hen
(Aasman Par Zinda Uthaye Gaye)
Iska Inkaar Kya Aur Aapki Wafaat Ke Mozu Par Ek Mustaqil Kitab
<Fatah e Islam>
Ke Name Se Likhi
1901 Me Mirza Ne Apni Zuban Se Khullam Khulla
Nabi Aur Rasool Hone Ka Aelan Kya.
Pehle Ye Khud
Khatm e Nubuwwat
Ka Qaail Tha
Aur Maanta Tha Ke
Hazrat Muhammad
<Sallallahu Alaihi Wasallam>
Aakhri Nabi Hen.
Aur Aapke Baad
Da'waye Nubuwwat Karne Wala Kaafir He,
1901 Hi Me
Millat e Islamiya
Se Juda Hokar Ek Alehda Naam Apne Naam par
(Ahmadiya)
Rakha
Aakhir Kaar
21-May-1908
Ko Subha
10.15am
Haizey Ki Bimaari Me Mubtala Hokar Toilet Me Maraa
Aur Waasil e Jahannum Hua...
0 comments:
Post a Comment
Enter your Comment here...