... Ye Jumma Ki Sunnato Me Se 1 Hai !!
» Hadees: Nabi-E-Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya,
Har Baaligh Par Jumma Ke Din Ghusl Karna Waajib Hai.
-: (Bukhari J:1 S:121)
» Hadees: Jumma Ka Gusl Aadmi Ke Gunaho Ko, Uski Baal Ke Jad Se Kheech Leta Hai.
-: (Tibrani)
» Hadees: Jo Shakhs Jumma Ke Din Gusl Kar ke Awwal Waqt Me Masjid Jaye,
Goya Usne Oont(Camel) Ki Qurbani Ki.
-: (Muslim Sharif)
0 comments:
Post a Comment
Enter your Comment here...