Ads 468x60px

Jan 31, 2013

Miracles of Gauth-e-Azam (Rahmatullahi Ta'ala Alayh) - PART 1


السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

بسم الله الرحمن الرحيم
Allah in the Name of The Most Affectionate, The Merciful

الصلوۃ والسلام علیک یا سیدی یارسول اللہ



There are so many miracles of Hazrat Ghaus E Azam Shaykh Abdul Qadir al-Jilani Alayhi Rahma that volumes can be written about them. A few will be presented here to give us a glimpse into his spiritual status.


There was a wise and influential priest in Baghdad who had many followers. He knew Islam and the Holy Qur’an and had great love and respect for Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam). He was ready to accept Islam except for one thing; he could not understand and therefore accept the physical ascension (Me’raj) of Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) to the heavens and beyond. The caliph introduced all the wise men and teachers of the time to the priest, but none could remove his doubts. The caliph then sent word to Hazrat Ghaus E Azam Shaykh Abdul Qadir al-Jilani Alayhi Rahma requesting him to convince the priest.



When Hazrat Ghaus E Azam Shaykh Abdul Qadir al-Jilani Alayhi Rahma came to the palace he found the caliph and the priest playing chess. As the priest lifted a chess piece to move, his eyes met with those of the Shaykh. He blinked his eyes and as he opened them he found himself drowning in a river. He was shouting for help when a young shepherd jumped into the water and saved him. As he came out of the water he realized that he was naked and had been transformed into a young girl. The shepherd asked the girl where she was from and she answered from Baghdad. The shepherd said that they were at a distance of a few months journey from Baghdad. He honoured and protected her but as she had nowhere to go he eventually married her and had three children who grew up.

One day as she was washing laundry in the same river where she had appeared many years earlier, she slipped and fell in. As she opened her eyes…. the priest found himself sitting across the caliph, holding the chess piece and still looking into the eyes of Hazrat Ghaus E Azam Shaykh Abdul Qadir al-Jilani (Radiallahu Ta’ala Anh), who said to him, “Now venerable priest, do you still disbelieve?” The priest was unsure of what had happened and thinking that it was a dream asked, “What do you mean?” The Shaykh asked, “Perhaps you would like to see your family?” and as he opened the door, there stood the shepherd and the three children. Seeing this the priest immediately believed, and he and his followers of about five thousand Christians all became Muslims at the hands of Hazrat Ghaus E Azam Shaykh Abdul Qadir al-Jilani Alayhi Rahma.



As it is said,
"Dua is a True Muslim's Weapon",
Remember me in your Duas...


COMMENTS AND QUERIES ARE WELCOME 

جزاك اللهُ خيراً


May Allah Subhana Wa Ta'ala forgive me If I've made a mistake.

Chapters in the Holy Qura'n


How many Chapters (Surah) are there in the Holy Qura'n?


==== ANSWER ====

There a Total of 114 Chapters (Surah) in the Holy Qura'n.

Jan 30, 2013

Khubsoorti ke Behtareen Raaz

► Haathon ki khubsurti ke liye, apne haathon se sadqa dein.

► Zuban ki khubsurti ke liye, QURAAN-E-PAAK ki Tilawat Karein.

► Aankho ki khubsurati ke liye, ALLAH ke khof se Ansu bahaye.

► Chehre ki khubsurati ke liye, WUZU ki adat dalein.

► Dil ki khubsurti ke liye, apne dil mai ALLAH ki yaad basaye aur Zikr karen.

►Dimag ki khubsurti ke liye, ALLAH ki BARGAH mai sajda kare

Birth of the Holy Prophetصلى الله عليه وسلم

When and Where was The Holy Prophet صلى الله عليه وسلم born?
Format of Answer should be:
Place, Day, Arabic Date/Month/Year, English Date/Month/Year.


====ANSWER====

The Holy Prophet صلى الله عليه وسلم was born in Makkah-tul-Mukarrama .
He was born on a Monday during SUBH-E-SAADIQ,The 12th of Rabi-ul-Awwal (April 20th, 571 AD), Year of the Elephant.

Jan 29, 2013

Tere Chaahne Waalo Ki Khair



Tere Aashiq Itne Saare, Hai Falaq Par Jitne Taare,
Ho Rahe Tujh Par Qurbaan, Keh Rahe hai Dhekho Saare....

Ya RasulAllah Tere Chaahne Waalo ki Khair

Aswalatu WaSsalaamu Alayka Ya RasulAllah,
Aswalatu WaSsalaamu Alayka Ya HabibAllah...

Sab Ghulamo Ka Bhala ho, Sab Kare Taiba ki Sair,
Ya RasulAllah Tere Chaahne Waalo ki Khair

-> Ya Khuda Aalam me Uncha Parcham-e-Islam ho
    Dushmanan-e-Deen Musalmano se Ho Maghloob-o-Zer

-> Ya Nabi Teri Duhai Aafato me Girgaya
    Rukh Badalde Mushkilo ka Aur Balaaye Mujhse Pher

-> Ghumbad-e-Khazra ko Dhekhe Ek Arsa Hogaya
    Kab Khulegi Meri Kismat Ab Lagegi Kitni Der

-> Kaash Shahaadat ka Madine me Ata Ho Jaaye Ja
    Jalwa-e-Mehboob Me Anjaam Ho Mera Bakhair

-> Jaam Aisa Apni Ulfat Ka Pilaade Saaqiya
    Naat Sunkar Haalat-e-Attar Ho Ro Ro ke Ghair


Jan 28, 2013

An interesting Question


"What was the name of the Person who had Faith in the Holy Prophet (Peace and Blessings be Upon Him) 1000 years before he (Peace and Blessings be Upon Him) was born into the world?"

Try not to "Google" :)

Please Provide your Answer in the Comments section Below.

P.S:  You don't need to register, just enter your name and your answer



==== ANSWER: ====

His name is TAB'A AWWAL HAMIRI.
He was the King of Yemen.


 The king gave a letter to his main priest with the following instruction,
 “Give this to the Prophet if you see him in your lifetime. If not, keep it in your family until he arrives.”


This letter passed from generation to generation in the priest’s family (for 1,000 years) until it finally came into the hands of the famous Companion, Hadrat Abu Ayyub al-Ansaari Radi Allahu Ta'ala Anhu (who requested his servant, Abu Layla, to safeguard it). Written in it was the following:

"From the most insignificant creation, Tabaa Awwal Hamīri, to the Intercessor of Sinners & Leader of Prophets (Peac be Upon Them)  Muhammadur-Rasoolullah (Peace & Blessings be Upon Him)  O Beloved of Allah (Peace & Blessings be Upon Him)  I bring faith upon you, the book which will be revealed to you, and the religion that you will propagate. Should I see you in my lifetime, it would only be my good fortune. Otherwise, I ask that you intercede for me and do not forsake me. I’m from your first Ummah and also pledge allegiance (بيعة) to you. I hereby testify that Allah is One and that you are his true Messenger (Peace & Blessings be Upon Him)."



Long Story Shortened, The Holy Prophet (Peace & Blessings be Upon Him) was presented with the letter; and after reading it, he said in reply:
“I congratulate the virtuous brother Tabaa." 
[Mizaan al-Adyaan, Page 171]


Horns of Shaitaan


Imam Bukhari has quoted this Hadith from Abdullah Ibn Umar (رضئ اللہ تعالی عنہ) that Prophet (صلى الله عليه و آله وسلم) once prayed for Syria and Yemen. It is narrated that there were some people of Najd also present in the gathering and they requested the Prophet (صلى الله عليه و آله وسلم) to make supplication (du’a) for Najd also. Prophet (صلى الله عليه و آله وسلم) continued saying: ‘O! Allah, Shower Blessings on Syria and Yemen’. The people of Najd again requested the Prophet (صلى الله عليه و آله وسلم) to offer prayers for Najd. The Prophet (صلى الله عليه و آله وسلم) said: ‘It is a place of tremor and mischief (Fitna) and the Horn of Shaitaan will rise from there.’ 
[Sahih Bukhari, Vol – ii, P – 1050].

Bilal Qadri, 2013 Album Download



MUHAMMAD BILAL QADRI
[Charcha Hai Jahaan Mein]
Aayo Muhammad
Tumhara Naam
Makki Madani
Qadar Karo
Paas Bulalo Mola
Qurbaan Mairy Jaan
Sayyedi Ya Habib
Sahib e Khair  e Kaseer
Duniya Hussain Ki
Mustafa hai LaJawaab


.....Please Report Broken Links Below.....
.....
.....JazakAllah.....
.....

Farhan Ali Qadri, 2013 Album Download



FARHAN ALI QADRI
[YA NABI KARAM]
Bibi Aamina Ka Laal
Ya Nabi Karam
Uchiya Zaat Sifataan
Shukraan Ummati
Maula Ali
Tunjho Qasam (Sindhi)
Lajpal Merya
Kaha Rab Ne Aaqa Say


.....Please Report Broken Links Below.....
.....
.....JazakAllah.....
.....

Zishaan Qadri, 2013 Album Download



ZISHAAN QADRI
[Aamina Ka Chand Hai Mustafa]
Aamina Ka Chand Hai Mustafa
Madinay Wala Sohna
Mein Hoon Qadri Sunni Tan Tan Tana Tan
Sohna Aa Gaya
Wah Kya Martaba Ay Ghaus Hai Bala Tera
Ye Naaz Ye Andaaz
Ye Samajhne ki Baat Hai


.....Please Report Broken Links Below.....
.....
.....JazakAllah.....
.....

Aftab Ali Qadri Chishti, 2013 Album Download



AFTAB ALI QADRI CHISHTI
{Har Sunni Ki Pehchaan Hai}
Har Sunni Ki Pehchaan Hai
Labbaik Ya RasulAllah
Gustakh-e-Muhammad
Lo Madine Ki Tajalli Se
Aal-e-Nabi Se Pyaar karo
Kamli Wale Ka
Peer Ka Ghulam Hogaya
Baap Ki Shaan
Ya Khuwaja Ya Khuwaja


.....Please Report Broken Links Below.....
.....
.....JazakAllah.....
.....

Syed Furqaan Qadri, 2013 Album Download



AL-HAAJ SYED MUHAMMAD FURQAAN QADRI
{MERI QAUM KI IZZAT}
Meri Qaum Ki Izzat
Saadia Aakhey
Hamd
Salaam Ya Hussain
Taiba Mein Bahar Aayi Hai
Sadaaye Qalandar
Qasam Se
Khuwaja Maharaja
Ya Nabi Salaam Alaika


.....Please Report Broken Links Below.....
.....
.....JazakAllah.....
.....

Jan 23, 2013

Meelaad-un-Nabi, the best cure...

Imam Al-Hafiz Al-Qastalani, who gave commentary on Sahih
Bukhari, said: "May Allah Almighty shower his Mercy upon a person who takes the days of the month of Rabbi-ul-Awwal, in which the Noble Prophet (Allah's Grace & Peace be upon Him) was born, as days of feast and celebration for doing so is the best cure for the heart of an ailing person."

MARHABA YA MUSTAFA!!!

Jan 21, 2013

Baadshah Muzaffar - Meelaad Manaate the

Hazrat Salahuddin Ayyubi Ke Behnoi Baadshah Muzaffar (625Hijri)  Har Saal 12 Rabiul Awwal shareef ki khushi mein

3000 Mithai Ke Tasht,

5000 Bhune Huve Bakre,

10000 Murg,

100000 Makhkhan Ki Tikya,

300000 Dinaar Kharch Karte The.

(Tazkiratul Ambiya P512)

SubhanAllah..

Milaad e Mubarak ke munkir 100 Saal Se hain jab ke Milaad Manaane Wale 800 Saal Pehle Bhi The balke daur e Sahaba aur yahan tak ke SARKAAR sallallahu alaihi wasallam ki aamad se pehle bhi manaate the..!!

Tashrif Aawari

HIQAYAT:-
**********
Huzoor SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Ki Jab Wiladat Sharif Hui! Us Waqt Huzoor Ke Dadajaan Hazrat Abul Muttalib Radi-Allahu-Ta'aala-Anhu Kaaba Sharif Ki Dewaar Ki Taamir May Mashgul The! Abdul Muttalib Farmate Hain Ki Main Kaaba Sharif Ka Tawaaf Ker Raha Tha Ki Achanak Kaaba Sharif Charon Taraf Zhukta Nazar Aaya Aur Fir Makaam-A-Ibrahim May Sazda May Gir Gaya Aur Usme Se Takbir Wa Tahlil Ki Awaazen Aane Lagi! Fir Wo Sidha Khada Hogaya, Isse Awaaz Aayi-

"Sab Tarif Us ALLAH Keliye Hain Jisne Mujhe Mohammad SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Ke Sath Maqsus Farmaya!"

Fir Arkaan-A-Kaaba Aapas May Ek Dusre Per Salam Bhejne Lage! Hazrat Abdul Muttalib Farmate Hain Ki Main Baab-A-Safa Se Baaher Nikla To Zamin Ki Har Chiz Mujhe Takbir Wa Tahlil May Mashgul Nazar Aayi! Main Unki Awaaz Soon Raha Tha! Fir Yeh Awaaz Suni Ki-

"Tumahre Paas Rasool SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Tashrif Le Aaye" Fir Maine Boothon Ko Dekha To Wo Aundhe Mooh Gire Hue Nazar Aaye! Main Apni Aankhen Malne Laga Ki Yeh Jo Kuch Main Dekh Raha Hoon Aalam-A-Bedaari May Hain, Aalam-A-Gaib May Dekh Raha Hoon! Jab Ghar Pahucha To Ghar Ke Irdh-Girdh Ajeeb Wa Gareeb Noorani Parinde Udte Dekhe Aur Ghar Se Mushk Wa Amber Ke Hulle Uthte Nazar Aaye! Maine Darwaza Khat-khataya To Aamina (Radi-Allahu-Ta'aala-Anha) Khud Nikli Aur Darwaza Khola! Maine Dekha Ki Aamina Ke Chehre Per Koi Zauf Wagaira Ka Asar Nahi Tha! Haan Uski Peshani Per Jo Noor Chamakta Nazar Aaya Tha Wo Nazar Na Aaya! Maine Pucha, Aamina! Peshani Ka Wo Noor Kahan Hain? To Boli, Mere Yahan Ek Baccha Paida Hua Hain Jiski Wiladat Ke Baad Haatif Se Mujhe Awaaz Sunayi Di Hain Ki Iska Naam Mohammad Rakhna! (SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM) Isliye Ki-
Iska Aasmaano Per Naam Mahmood Hain Aur Tauraat May Mawid, Zaboor May Haadi, Injeel May Ahmed Aur Quraan May Taha Yaseen Aur Mohammad Hain!
Hazrat Abdul Muttalib Farmate Hain Ki Maine Aamna Se Kaha, Chalo Mujhe Mera Pyara Baccha Dikhao! Chunanche, Jab Main Aage Bada To Ek Azim Shaks Talwaar Khinche Raaste May Khada Nazar Aaya! Jisne Aage Badne Se Roka! Abdul Muttalib Dar Gaye! Pucha Ki Tum Kaun Ho? Kyon Rokte Ho? Wo Bola, Is Muqaddas Mauludh Ki Jabtak Saare farishte Ziyarat Na Kerlege Kisiko Aage Jane Ki Ijazat Nahi! Main Isi Kaam Keliye Yahan Maujudh Hoon!

(Jaami-Ul-Moajizaat Pg-76)

********************************
SABAK:-
********
Hamare Huzoor SALLALLAHU-ALAIHI-TA'AALA-WASALLAM Kaaba Ka Bhi Kaaba Hain! Kaaba Sharif Ki Saari Izzatain Hamare Huzoor SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Hi Ke Sadqe May Hain!

Yeh Bhi Malum Hua Ki Huzoor SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Ki Tashrif Aawari Ki Khushi Saari Qainaat Ne Manayi! Kisine Takbir Wa Tahlil Ke Naare Bulandh Karke Aur Kisine (Boothon Ne) Aundhe Mooh Girker Mooh Chipaker!

Yeh Bhi Malum Hua Ki Baccha Paida Hone Per Iska Naam Uske Maa-Baap Rakhte Hain, Ya Bahen-Bhai Aur Digar Akraba, Magar Huzoor SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Ka Naam Khud Khuda Ta'aala Ne Rakha Hai!
********************************

Ghulam Mustafa Qadri, 2013 Album Download



AL-HAAJ GHULAM MUSTAFA QADRI
Al Madad Ya RasoolAllah
Arabic
Jashan Manawa Aaqa Da
Lajpal Nabi Mere
Milad (Speical)
Muhammad Hamare
Rehmat Na Kis Taraha Ho
Sohna Taibawala
Ya Khuda Mere Khuda


Go to the "Download Folder"

Tahir Qadri, 2013 Album Download



AL-HAAJ HAFIZ MUHAMMAD TAHIR QADRI
Hum to Bas Sarkaar ke Khaadim Hain
Pakistan ka Matlab Kya?
Gustakh-e-Muhammad
Mein Tabedar Sahaba Da
Aaqa ke Wafadaar
Har Deis Mein Goonje Ga
Labbaik Ya-RasulAllah
Ghazi Tere Jaa Nisar
Ki Muhammad se Wafa Toone


.....Please Report Broken Links Below.....
.....
.....JazakAllah.....
 

Visitor's Traces

Total Page views