Ads 468x60px

Mar 30, 2013

Kitaabe Rakhne Ki Tarteeb


Qura'n-e-Paak (Sab Kitabo ke Upar Rakhiye),
Fir Tafsir,
Fir Hadees,
Fir Fikah,
Fir Digar Islami Kitaabe...

(BAHAARE SHARIAT Vol.1)

Who’s fooling who???...April Fool’s Day.


It may be "cool"…but it’s a foolish and unislamic practise of another fool!

Allah, The Most Wise, says:

 "Truly Allah guides not one who transgresses and lies." (Qur’an-40:28)

"Curse of Allah upon those who lie." (Qur’an-3:61)

 

Origins and History of April Fool Day

There are differing opinions concerning how this day originated:

·          Some said it developed from the celebrations of spring at the equinox on March 21.
·         Some said that this innovation appeared in France in 1564 CE, after the introduction of a new calendar, when a person who had refused to accept the new calendar became the victim of some people who had subjected him to embarrassment and made fun of him, so he became a laughing-stock for others.
·         Some said that this innovation goes back to ancient times and the pagan celebrations connected to a specific date at the beginning of spring, so this is the remnant of pagan rituals. It was said that hunting in some countries was unsuccessful during the first days of the hunt in some countries. This was the origin of these lies which are made up on the first day of April.
·         The Europeans call "April Fool" le poisson d'avril (lit. "April fish"). The reason for this is that the sun moves from the zodiacal house of Pisces to the next house, or because the word poisson, which means fish, is a distortion of the word passion, which means suffering, so it is a symbol of the suffering endured by Jesus (peace be upon him), according to the claims of the Christians, and they claim that this happened in the first week of April.
·          Presently people call this day April Fools' Day, as it is known to the English. That is because of the lies that they tell so that those who hear them might believe them and thus become a victim for those who are making fun of him.

The first mention of April Fool in the English language was in a magazine known as Dreck Magazine. On the second day of April in 1698 CE, this magazine mentioned that a number of people were invited to come and watch the washing of black people in the Tower of London on the morning of the first day of April.

'Aasim ibn 'Abd-Allaah al-Qurawayti wrote that many of us celebrate what is known as April fool or, if it is translated literally, the "trick of April". But how much do we know of the bitter secret behind this day? According to his research Islam was flourishing in Spain and those seeking the downfall of Islam made a careful study and concluded that it was because of the taqwa(piety) of the Muslims that Islam was so successful. So they introduced the younger Muslim generation to wine and other intoxicants and made such evils freely and cheaply available.

This tactic evil tactic produced results and the faith of the Muslims began to weaken, especially among the young generation in Spain. The result of that was that the enemies of Islam subdued the whole of Spain and put an end to the Muslim rule of that land which had lasted for more than eight hundred years. The last stronghold of the Muslims, in Grenada, fell on April 1st, hence they considered this to be the "trick of April."

From that year until the present, they celebrate this day and consider the Muslims to be fools. They do not regard only the army at Granada to be fools who were easily deceived; rather they apply that to the entire Muslim Ummah. It is ignorant of us to join in these celebrations, and when we imitate them blindly in implementing this evil idea, this is a kind of blind imitation which confirms the foolishness of some of us in following them. Once we know the reason for this celebration, how can we celebrate our defeat?

Let us make a promise to ourselves never to celebrate this day. We have to learn from the Spanish experience and adhere to the reality of Islam and never allow our faith to be weakened again.

It does not matter what the origins of April fool are. What matters more is knowing the ruling on lying on this day, which custom we are sure did not exist during the first and best generations of Islam. It did not come from the Muslims, but rather from their enemies.

The evils perpetrated on April Fools' Day are many. Some people have been told that their child or spouse or someone who is dear to them has died and unable to bear this shock, they have suffered great trauma. Some have been told that they are being laid off, or that there has been a fire or an accident in which their family has been killed, so they suffer paralysis or heart attacks, or similar diseases. There are the endless stories and incidents that we hear of, all of which are lies which are forbidden in Islam and unacceptable to common sense or honest chivalry.

Islam forbids lying even in jest and it forbids frightening a Muslim whether in seriousness or in jest, in words or in actions.

Abu Umamah Al-Bahili (May Allah be pleased with him) reported: Messenger of Allah (Peace and Blessings Be Upon Him) said, " I guarantee a home in the middle of Jannah for one who abandons lying even if its just for the sake of fun'' (Hadith-Abu Dawud).

It was narrated from Abu Hurayrah(RadiAllahu Ta'ala Anhu) that the Messenger of Allah(peace be upon) said:"The signs of the hypocrite are three: when he speaks, he lies; when he makes a promise, he breaks it; and when he is entrusted with something, he betrays that trust." (Narrated by al-Bukhaari, 33; Muslim, 59)

Hazrat Wasilah reported that the Messenger of Allah(peace be upon) said: "Do not display pleasure at your brothers misfortune."(Hadith-Tirmizi)

It was narrated that Abu Hurayrah(Radi Allahu Ta'ala Anhu) said: "They said, 'O Messenger of Allaah, you joke with us.' He said, 'But I only speak the truth. " (Hadith narrated by al-Tirmidhi, 1990)

The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: "Whoever imitates a people is one of them." (Hadith narrated by Ahmad)
It was narrated by Mu'aawiyah ibn Haydah that he heard the Prophet (pbuh) say: 'Woe to the one who talks to make the people laugh and tells lies, woe to him, woe to him." (narrated by al-Tirmidhi, 235. He said: this is a hasan hadeeth. Also narrated by Abu Dawood, 4990).

It was narrated by Asmaa´ bint Yazeed that the Messenger of Allaah (Peace & Blessings Be Upon Him) said: "It is not permissible to tell lies except in three (cases): when a man speaks to his wife in a way to please her; lying in war; and lying in order to reconcile between people." (Narrated by al-Tirmidhi, 1939)

When our Muslim Ummah is being disgraced and humiliated by the Kuffaar from East to West, how is it possible for a believer with even a minute degree of Imaan(faith) to engage in this evil

Tauba Karne Walon Ki...


HAZRAT UMAR FAROOQ-E-AAZAM RadiAllahu Ta'ala Anhu:

Tauba Karne Walon Ki Sohbat Me Baitho
Ke
Wo Sabse Zyada Naram Dil Hote Hain.

Rab Ki Rehmat Thaam Lijiye...


Beta: Ammi me Jannat me Jaunga?

Maa: Beta tumne to logo k dil dukhaye hain! Tumse sab naraaz hai! Kaise jannat me jaoge.

Beta: Ammi ek Jalta hua angara mere hath pe rakh de!

Maa: Ye Me Nhi Karsakti!

Beta: To phir wo
Mujhe kaise
DOZAKH me dal sakta hai!

JO 70 maoon se zyada mohabbat karne wala hai!

"SUBHANALLAH"
US RAB Ki Rehmat Ka Daman Tham Lejiye!

Sachi Touba Kijiye!
Turn to ALLAH b4 u,
Return to ALLah...O:)

Mar 29, 2013

Original Page of Ihya 'Ulum al-Din


A page from the original "Ihya 'Ulum al-Din" by Imam Ghazali in his own handwriting from the 1000s-1100s.

SubhanALLAH!!! SubhanALLAH!!!

Mar 28, 2013

Fadhila Za Elimu - PT 1 (Kiswahili)



Assalaamu alaikum,
Natumai hamjambo. Je mnakumbuka dua inaponyesha mvua??

Mwezi/ Mfungo tulionao ni Jamadi-ul-Awwal au Mfungo 8. Kwa kuwa sikuona historia ya mwezi huo, nimeona ni bora nilete mada nyeti ambayo wengi wetu tuko mbali nayo kwa namna Fulani hivi. Nayo ni kuhusiana na elimu ya dini.

AYA: INNAMA YAKHSHALLAHA MIN IBAADIHIL ULAMAA.

Tafsiri ya aya:
Hakika wamchao au wenye kumuogopa Allah zaidi katika viumbe vyake ni wanazuoni tu.
Kwani mimi na nyinyi hatumuogopi Allah? Sasa imekuaje hapa wakatajwa wanazuoni tu ni wenye kumuogopa Allah?
Ieleweke kuwa mwenye kuwa na elimu zaidi, ndiye mwenye kumuogopa zaidi Allah. Mwenye kuwa na elimu zaidi, atakuwa na maarifa zaidi; mwenye kuwa na maarifa zaidi, atakuwa na hofu au ucha Mungu zaidi na mwenye kuwa na hofu zaidi ya Allah basi atajipatia ukaribu zaidi wa Allah.

HADITHI: Ameeleza Mtume Swallallahu Alaihi Wasallam kuwa katika Ufalme wa Allah, mwenye kuwa na maarifa zaidi kuliko kiumbe chochote ni MIMI, mwenye kuwa na ucha Mungu zaidi ni MIMI na mwenye kujaaliwa zaidi ukaribu wa Allah pia ni MIMI. Kama inavyoelezea aya ya Sura An-Najmi kuhusiana na msafara wa miraji : “FAKANA QAABA QAUSAINI AU ADNAA, FA-AWHAA ILAIHI MAA AWHAA”. Allah na Mtume Swallallahu Alaihi Wasallam walikaribiana sana kama vile upinde na kamba yake, kisha Mola Akamjaalia wahyi ya chochote alichomjaalia.

Ili kuelewa zaidi, tumia mfano huu: sote tunafahamu kuwa nyoka ni mnyama mmoja hatari sana. Ieleweke kuwa mwenye kuwa kwenye hali ya ihram, haruhusiwi kuua mdudu wa aina yoyote ndani ya Msikiti wa Haraam, Makkah; la sivyo atalipa kaffara. Lakini anaruhusiwa kumuua nyoka kama atajitokeza Msikitini hapo na hata kama yumo katika ihram na pia hatalipa kaffara.
Ikiwa kijana mwenye umri wa miaka 20 akiletewa nyoka, bila shaka atakimbia kwani anafahamu ukali wa nyoka na madhara yake. Nyoka huyo huyo akiletwa mbele ya mtoto wa miezi 5, si ajabu mtoto hataogopa, kwani hana maarifa ya nyoka wala madhara yake. Hivyo jinsi maarifa itakuwa zaidi ndivyo hofu itakuwa zaidi.

Maswali / maoni yanakaribishwa.
JazakAllah,
 Kind Regards,

Muhammad KHATRI 

Mar 26, 2013

Incident in Battle of Badr


Sayyeduna Anas (Radi Allahu Anhu) narrated about the incident took place in Battle of Badr:

قال رسول الله صلى الله عليه وسلم هذا  مصرع  فلان قال ويضع يده علي الارض هاهنا هاهنا قال فما مات احدهم عن موضع  يد  رسول الله صلي الله عليه وسلم

The Messenger of Allah (may Peace  be upon Him) said: This is the  place  where so and so would be killed. He placed his hand on the earth   (saying) here and here; (and) none of them fell away from the place   which the Messenger of Allah (may Peace be upon Him) had indicated by   placing his hand on the earth.

[Sahih Muslim, Book 19 (The Book of  Jihad and Expedition), Hadith 4394
Sahih Muslim, Kitab Al-Jihad wa'l-Siyar, Vol 9, Page 247, Hadith 3330]

SubhanALLAH! SubhanALLAH!

Mar 25, 2013

ALLAH Ke Bando Se Madad Maangna...


HADITH:

¤ Hazrat Ataba bin Azwaan (radiallahuanhu) Huzoor Nabi e Kareem صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ se riwayat karte hain ki Aap صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ ne farmaya: Jab tum mein se kisi ki koi shay gum hoo jaaye (yaani koi cheez kho jaaye) tum mein se koi MADAD chahe aur woh aisi jagah hoo ki jahan uss ka koi madadgaar bhi na hoo too usse chahiye ki kahe: "AYE ALLAH KE BANDO! MERI MADAD KARO, AYE ALLAH KE BANDO! MERI MADAD KARO, Yakeenan Allah ke aise bhi bande hai jinhe hum dekh too nahi sakte (lekin woh logo ki madad karne par maamoor hai) aur ye Aazmudah baat hai"

¤ Tabrani fi Maujamil Kabeer, jild 10
¤ Musnad Yaa'la , Jild 9
¤ Haithami fi Majmu al Zawaaid, Jild 10

Har Nabi Ke Do Vazeer

Huzur Sayyade Aalam Sallalaho Tabarak Taala Alayhe Wassaallam Farmate Hai , Har Nabi K Do Vazeer Aaasmano Me Aur Do Vazeer Zameen Par Hote Hai To Aasmanwalo Me Mere Do Vazeer 1. Hazrate Jibraeel 2 . Hazrate Meekaeel Hai Aur Zamee Par Mere Do Vazer 1 . Hazrate AbbaBaker Siddique 2. Hazrate Umar Hai . < Teermeze 2/208 Misqaat 560 ># Alayhissallato Vassallam # Radi Allahu Tabarak Taala Anhu# . Allahu Akbar Allahu Akbar

12 Hadith - Hazrat Ali (KaramAllahu Ta'ala Wajhahul Kareem)


*الصلوة واسلام عليك يارسول الله*صلى الله عليه وآله وسلم

[1] Koi Tumhare Dill Ko Dukhaye To Naraz Na Hona kyon Ke Yeh Qudrat Ka Kanoon Hai Ke Jis Darakht Ke Sath Ziyada Meetha Phal Hota Hai Usse Log Zayada Pathar Marte Hain. (Hazrat Ali) (KaramAllahu Ta'ala Wajhahul Kareem)

[2] Mushkilat Hamesha Behtreen Logo Ke Hisse Me Aate Hain, kyon Ke Wo Us Ko Bhetreen Tariqe Se Anjaam Dene Ki Salahiat Rakhte Hai (Hazrat Ali)( KaramAllahu Ta'ala Wajhahul Kareem)

[3] Jo koi raat ko sone se pehle 3 – baar Sure Ikhlaas (Qulho Wallaho Ahad) padhe__to Allah 50000 farishte bhejega jo us raat uski hifaazat karege. (Hazrat Ali) ( KaramAllahu Ta'ala Wajhahul Kareem )

[4] Logon ke darmiyan ayese raho ke agar aap mar jaate ho to wo aap par roye aur agar aap zinda ho to wo aap ke saath ke liye tarse. (Hazrath Ali) ( KaramAllahu Ta'ala Wajhahul Kareem)

[5] Her giz ayese shakhs ki dosti Ikhtiyar na karo__Jo tumhari buraiyon ko yaad rakhe aur Tumhari khubiyon ko bhool Jaaye. (Hazrat Ali)( KaramAllahu Ta'ala Wajhahul Kareem)

[6] Momin ka imtehaan takleef aur musibat se hota hai__jayese khalis sonay ki aazmaish aag se hoti hai. (Hazrat Ali) ( KaramAllahu Ta'ala Wajhahul Kareem )

[7] Suraj ki kirnain Zamin Par Parne se Pehle Uth Jaya karo kyon ke Us Waqt Rizq Taqseem kiya Ja Raha Hota Hai. (Hazrat Ali) ( KaramAllahu Ta'ala Wajhahul Kareem )

[8] Nek Aadmi Ki Maut Us Ke Liye Rahat Hai Aur Bure Aadmi Ki Maut Logon Ke Liye Rahat Hai. (Hazrat Ali) ( KaramAllahu Ta'ala Wajhahul Kareem )

[9] Agar tumhe ek dusre ki nekiyon ka ilm hota to tum ek dusre ko DAFAN bhi na karte_hamesha achcha sochho dusre ke baare mai. (Hazrat Ali) ( KaramAllahu Ta'ala Wajhahul Kareem)

[10] Logon ko dua ke liye kahene se behetar hai__Ke ayese amal karo. ke logon ke dil se aap ke liye dua nikle. (Hazrat Ali) (KaramAllahu Ta'ala Wajhahul Kareem)

[11] Mujhe Jannat Se zyada masjid mein bethna achchha lagta hai kyun ke jannat main mera nafs khush hoga, jab ke masjid main mera rab khush hoga (Hazrat Ali) ( KaramAllahu Ta'ala Wajhahul Kareem)

[12] Agar koi tum se bhalayi ki umeed rakhe to usse mayyus mat karo kyon ke logon ki zaruraton ka tum se Wabasta hona tum par ” ALLAH” ka khas Karam hai. (Hazrat Ali) ( KaramAllahu Ta'ala Wajhahul Kareem)

Mar 23, 2013

Junaid Baghdadi (Rehmatullahi Ta'ala Alayh)


Junaid Baghdadi earned his livelihood as a professional wrestler. As was the norm, the Leader of Baghdad announced one day, "Today, Junaid Baghdadi will demonstrate his skills as a wrestler, is there anyone to challenge him." An elderly man shakily stood up with his neck quivering and said, "I will enter the contest with him."

Whoever was witness to this scene could not contain themselves, they burst out howling with laughter, clapping their hands. The King was bound by the law. He could not stop someone who of his own free will entered the bout. The elderly man was given the permission to enter the ring. He was about sixty-five years old. When Junaid Baghdadi entered the ring, he was dumbfounded as was the King and all the spectators of the Kingdom who were present. The single thought that occupied their minds was, "How will this old man be able to fight?"

The old man addressed Junaid with these words, "Lend me your ears." He then whispered, "I know it is not possible for me to win this bout against you, but I am a Sayyid, a descendant of Prophet Muhammad (peace be upon him). My children are starving at home. Are you prepared to sacrifice your name, your honour and position for the love of Allah's Prophet and lose this bout to me? If you do this I will be able to collect the prize money and thereby have the means to feed my children and myself for an entire year. I will be able to settle all my debts and above all, the master of both the worlds will be pleased with you. Are you, Oh Junaid, not willing to sacrifice your honour for the sake of the children of Rasulullah (peace be upon him)?"

Junaid Baghdadi thought to himself, "Today, I have an excellent opportunity."

In a display of fervour Junaid Baghdadi executed a couple of maneuvers, demonstrating his finesse so that the King does not suspect any conspiracy. Junaid with a great display of antics did not use his strength and allowed himself to be dropped. The elderly man mounted his chest thus entitling him to the prize.

That night, Junaid Baghdadi had a dream of Prophet Muhammad (peace be upon him) who said, "Oh Junaid, you have sacrificed your honour, your nationally acclaimed fame, your name and position which was heralded throughout Baghdad in the expression of your love for my children who were starving. As of today, your name is recorded in the register of the Auliya (friends of Allah)."

Thereafter, this great wrestler learnt to defeat his nafs (desires) and became one of the most eminent Auliya of his time!

Mar 21, 2013

Ungliya Hai Faiz Par...


Hazrat Anas (RadiAllahu Anhu) Se Riwayat Hai:

“Jab NABI KAREEM (SwallAllahu Ta'ala Alaihi Wa Sallam) fajr ki namaz se farig hote to Madine key log bartano main pani lekr aate or HUZOR (SwallAllahu Ta'ala Alaihi Wa Sallam) barkat k liye un main apna haath mubarak dalte”.

(Sahih Muslim, Jild#2, Page#256)

~UNGLIYA HAI FAIZ PAR TOOTE HAI PYAASE JOOM KARNADDIYA PANJAABE REHMAT KI JAARI WAAH WAAH♥

SubhanALLAH

Mar 19, 2013

Live Q&A session - 7th Jumaad al-Oola 1434H


Recording of Weekly Live Question & Answer Session with SulTan al-Fuqaha Sayyidi Taaj al-Shari'ah Mufti Muhammad Akhtar Rida al-Qadiri (May Allah preserve Him) held in Delhi, India at Burhan Miyan's Residence on Monday, 7th Jumaad al-Oola 1434H i.e. 18th March 2013... Listen & Share!!

http://www.jamiaturraza.com/session/18Mar13.mp3

Maut Ko Yaad Karo...


HAZRAT ABU BAKR SIDDIQ RADIALLAHU ANHU:

"MAUT Se Mohabbat Karo To ZINDAGI Ata Ki Jayegi, Momin Wo Hai Jo Hamesha MAUT Ko Yaad Karta Hai"

DUA FOR KUL AHLE IMAAN

Mar 16, 2013

The Truth About A Lie (Edition 2.0) - E-Book




OR
HERE


Sublime Aspiration - E-Book





Book Name : Sublime Aspiration
A descriptive translation of Ĥusn al-Maqşid fī Ámal al-Mawlid by Imam Jalāluddīn al-Suyūţī

Copyright © Ridawi Press 
Rabiý al-Awwal 1434 | January 2013





Mar 15, 2013

Mohabbat Kya Hai?

Maine Pucha

Zindagi Se

Jawani Se

Suraj Se

Phulon Se

Kainat Se

Asman Se

Zameen Se

Dost Se

Lekin Koi Tasalli Bakhsh Jawab Na Mila

Phir Tareekh Hath Pakad Kar Peeche Le Gayi

Bohat Peeche

1400 saal Peeche

Raat ho rahi Thi

Taray Bhi So Chuke The

Ek AZEEM hasti

Sajde Me Jhuki

Geeli Ankho Ke Saath

Sawali Ban Ke Ek Hi baat Dohra Rahi Thi"

"Ya ALLAH meri UMMAT ko bakhsh de"

"Ya ALLAH meri UMMAT ko bakhsh de"

"Ya ALLAH meri UMMAT ko bakhsh de"

Dil-o-Dimagh Ne Jhinjhod Kar Kaha

Aye Nadan Insan! Dekh ye Hai "MOHABBAT !"

"Mere Pyaare Nabi sallallahu alaihi wasallam ki.!!

SubhanALLAH

Jumma' Mubarak!

Mar 13, 2013

Sheikh Sayyid AbdulQadir Jilani - PT3 (Kiswahili)

 
Tunaendelea na risala yetu, na labda tu niwakumbushe kuwa tuliishia pale Sheikh alipoletwa mbele ya jambazi kuu kutaka kufahamu kama kweli ana pesa (dinari 40).
 
Jambazi kuu akamuuliza Sheikh kuwa licha ya kufahamu hao ni wanyan’ganyi, hivyo kwa nini aliwaonyesha pesa zote hizo? Sheikh aliwajibu kuwa alimuahidi mama yake kabla ya kuanza safari kuwa daima atasema ukweli tu. Jambazi kuu alianza kulia na kusema kuwa wewe kijana umemuahidi mama yako mara moja tu na unatekeleza ahadi yako, sisi kila siku tunatoa ahadi ya uongo kwa Mola wetu na hatuzitekelezi. Hapo ndipo jambazi kuu alitubu kwa makosa yake na wenzake pia walimfuatiliza na wote wakaacha ujambazi. Historia inasema kuwa wote hao wakawa Walii wa Allah siku za mbele.
Sheikh alikuwa mkarimu sana na hivyo aliwasaidia sana wanafunzi wenzake wenye hali duni. Kwa kuwa umasikini ulienea zama hizo, na baada ya Sheikh kumaliza pesa zake, alikuwa akienda porini kula aidha majani au mizizi ya baadhi ya mimea yenye kutoa maji. Sheikh alikaa siku kadhaa katika ibada ya Allah bila ya kula wala kunywa, kisha husikia sauti (ya Allah) ikimwambia “ewe AbdulQadir kunywa” na “ewe AbdulQadir kula”, ndipo hula na kunywa.
Kuna karama nyingi zilizodhihirika kupitia kwa Sheikh, mmojawapo ikiwa kuhudhuria sehemu 70 za mwaliko kwa wakati mmoja tu!! Vile vile mawaidha yake yalihudhuriwa na watu wapatao 70,000 kwa wakati mmoja. Enzi hizo hapakuwepo na vipaza sauti na hivyo desturi ilikuwa hivi; mmojawapo katika waliohudhuria husimama pale ambapo sauti humfikia na kisha huwasimulia wenzake walio nyuma. Lakini karama nyingine ya Sheikh ni kuwa Yule aliyekaa mwisho husikia kama anavyosikia aliyekaa mbele ya Sheikh! Allah amemuahidi Sheikh kuwa mfuasi wake hatakufa hadi ajaaliwe toba.
Habari za Sheikh ni nyingi mno na kwa nini isiwe hivyo kwani yeye ndiye kiongozi wa Mawalii wote wa Allah. Pia ikumbukwe kuwa karama za Mawalii (hata za umma zilizopita) zimo ndani ya Quran Tukufu. Pia ieleweke kuwa jambo lolote ambalo akili haikubaliani nalo, linapotendwa na Mitume basi huitwa MUUJIZA, na jambo la namna hiyo inapotendwa na Masahaba au Mawalii basi huitwa KARAMA.
 
Maswali/ maoni yanakaribishwa
 
JazakAllah,
 

Mar 12, 2013

Khushkhabri aur Mubarak Baad Us Ke Liye


Hazrat Abu Amama"Radiyallahu Anhu"se marwi hai ki Huzoor Nabi Kareem"Sallallahu Alaihi Wasallam"ne farmaya khushkhabri aur mubarak baad ho us k liye jis ne mujhe dekha aur mujh par Imaan laya aur saath(7) baar khushkhabri aur mubarak baad ho us k liye jis ne mujhe nahin dekha aur mujh par Imaan laya...

Ilm e Gaib...

»»► Wahaabiyon Ka Quran Hadees Ka Padhna Bhi HUZOOR sallallahu alaihi wasallam Ki Dushmani Me Hota Hai, Warna ILM e GAIB Ka Saboot To Quran O Hadees Me Maujood Hai Inkaar Na Karte. ==================================== »»► HUZOOR sallallahu alaihi wasallam Ne Farmaya Khuda Ki Qasam Tumhara Ruku Or Khushu Mujhse Chhupa Nahi,Main Peeth Ke Peeche Bhi Dekhta Hun. >BUKHARI Vol-1,Page-99 ==================================== »»► HADEES: HUZOOR sallallahu alaihi wasallam Ne Ek Martaba MAKHLOOQ Ki Paidaaish Se Jannatiyon Ki Manzil aur Jahannamiyon Ka Thikana Tak Bata Diye. >BUKHARI Vol-1,Page-453 ==================================== »»► ILM E GAIB QURAN SE: GAIB Ka Jaan'ne Wala(ALLAH) To Apne GAIB Par Kisi Ko Musallat Nahi Karta Siwaaye Apne Pasandida Rasoolon ke. >P-29 R-12 A-26 ==================================== »»► QURAN KI DALEEL HUZOOR sallallahu alaihi wasallam Ke ILMeGAIB Par: Aur Ye NABI GAIB Bataane Me Bakheel (kanjoos) Nahi. >=Para-30,SuraT akwir,Ayat-24=> ILM Hai TABHI TO KANJOOS NaHI ==================================== »»► ILME GAIB KI QURAN SE DALEEL: Aur TUMHE (HUZOOR sallallahu alaihi wasallam ko) Sikha Diya Jo TUM nahi Jaante The. Is Aayat Se Ilme Gaib Saabit Hua ==================================== »»► HUZOOR sallallahu alaihi wasallam Par Tamaam MAKHLOOQ Hazrat Aadam Se Qayaamat Tak Pesh Ki Gayi Aap Ne Un Sab Ko Pehchan Liya. >Nasimur Riyaz Page-158 =================================== »»► QURAN: Aur ALLAH Ki Ye Shaan Nahi, Aye Aam Logon Tumhe Gaib Ka ILM De, Haan WOH Chun Leta Apne Rasoolon Me Se Jise Chaahe. >Para:4 R:9 Aayat:179 =================================== »»► Hazrat e Anas (Radiallaho Anho) farmaate Hain: Ek Din HUZOOR (Salallahu Alahi Wasalam) Ne Namaz Padhaayi Jab Padh chuke, Hamaari Taraf Mutawajja Ho Kar Farmaya: Aye Logon! Main Tumhara Imam Hun, Ruku'o Sajood'o Qayaam aur Namaz Se Pherne Mein Mujh Par Sabqat Na Karo Ke Main Tum ko Aage aur Peeche Se Dekhta Hun. (Muslim Jild#1 Page# 228) ================================== »»►"Imam Mujaahid jo Hazrat Ibne Abbas (radiyallahu anhu) Ke Khaas Shagird The farmaate Hain; "Munaafiqeen Mein Se Ek Shakhs Ne Kaha Muhammad Gaib Kya Janein" (MA,AZALLAH.) {Al Manshoor Fee Altafseer AlmaasoorJd;65P g;230} Is par ALLAH Farmata Hai; "Aur AYE MEHBOOB!! Agar In se Poocho to Kaheinge Ke Hum To Yun Hi Hansi Khel Kar Rahe The, TUM Farmao Kya ALLAH Aur USKI Aayaton Aur USKE RASOOL se Hanste Ho, Bahaane Na Banao,Tum Kaafir Ho chuke Muslmaan Hokar" {Surah Tauba Aayat;65,66} =================================== KYA IN AAYATON KO DEKHNE AUR PARDNE KE BAAD BHI HUM AAQA SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM KI SHAAN SE MUNH PHER SAKTE HAI.?? ALLAH TA'ALA ne farmaa diya "JO NABI KA NAHI WO HAMAARA NAHI " »»► »»► »»► »»► »»► »»► »»► »»► »»► »» YA RASOOLALLAH swallAllahu alaihi wasallam.

Khoobsurati Ke Raaz...


Assalamualaikum,

kya Aap khoobsurat Banna
chahte hai ?

Toh AMAAL karo
ALLAH Aapko khoobsurat kar
dega,

1- Honton Ki Khubsurti Ke Liye
Darood,

2- Awaaz Ki Khubsurti K Liye
Tilawat~E~Quran ,

3- Ankhon Ki Khubsurti K Liye
Allah
Ki Yaad Mein
Nikley Huwe Aansu,

4- Chehrey Ki Khubsurti K Liye
Wuzu,

5- Dil Ki Khubsurti K Liye Allah Ka
Khauff,

Aur Sabse zaroori
IMAAN ki khoobsurti ke liye,

MOHABBAT-E-
NABI-E-PAAK{SwallAllahu Alayihi Wa Sallam} Se
Mohabbat

Subhaan Allah!

Is Khubsurti Ka Raj Apne Dosto
Ko Bhi bataaye

Mar 8, 2013

The Great Hero of ISLAM


Hazrat Umar-e-Farooq (Radhi Allahu Ta'ala Anhu) was the 1st man in the world, who:

1-Made Army & Navy as a state
department...

2-Introduced police system...

3-Introduced intelligence system & agencies...

4-Introduced disaster management cell...

5-Introduced Ehtisab council...

6-Introduced system of Districts...

7-Used fast horses for improving Post Office Services...

8-Introduced self support financial schemes...

9-Introduced revenue department...

10-Introduced idea of food, cloth,
shelter etc...

Cambridge University of U.k has placed Hazrat Umar-e-Farooq (Radhi Allahu Ta'ala Anhu) 
as the most genius Ruler of all times...
AllahuAkbar!!

Mar 7, 2013

Roza-e-Bibi Khadija Radi Allahu Anha Before Destruction



Musalmano... jaante ho ke Ye Musalmano Ki maa Hazrate Khadija Radi Allahu Anha ka roza hai.



1922 Tak Ye Aisa Hi Tha Par 1922 K Baad gustakh najdi wahabiyo ne Ulama e Ahle Sunnat Ko Qatal Kar K Waha Qabza kiya Aur Is Mazar Shareef par buldozer chala kar aapki mazar shareef ko gira diya hai....

:'(

Mere Aqa Sallallaho Alaihe Wasallam Ne farmaya kisi Musalman Ki Qabar Par Per na rakkho Kyu K Use takleef Hoti Hai

Musalamano Mai Tumse Puchta Hu Jab hamari Maa Hazrate Khadija Radi Allahu Anha K Mazar Par Najdi Wahabiyo Ne Buldozar Chalaya, Kya Tab Hamari Maa Khadija RadiAllah Anha Ko taqleef Nahi Hui?

In Wahabi Najdiyo Gustakho Ka boycot kare Inka Islam Se Koi talluk nahi Ye Daheshatgard musalmano K Dushman hai Deen Me Bigad Paida karna Inka Maqsad Hai


ALLAH Tabark Wa Ta'ala Hume aur Hamari  Aane Waali Naslo ko Is Fitne Se Bachaaye,
Aameen...
Allahumma Aameen


Qadiyanio ka ek aur fitna:: (Arabic Qur'an me Editing)

Agar kaha jaye yeh toh galat nahi hoga
ki qadiyani aur kafir mei koi farq nahi.
Jaaha qadiyanio ke peshwa Mirza Gulam Qadiyani ne apne
khud ke nabi hone ka dawa kiya tha,
khud par ALLAH ki taraf se wahi nazil
hone ka dawa kiya tha
aur ALLAH ko haath per wala jismaani tasawwur karne jaisi
kufriya akido ke baaes Muslim kaum se ye fitna barso pehle hi
boycott ho chuka tha.

Sura E Bakra ki
Aayat no. 144 mei saaf saaf ALLAH
ka hukam hai ki aye musalmano
tum jaha kahi bhi ho apna moonh
(namaz mei) isi kible (kaabe) ki aur
karke khade rehna, magar qadiyanio ke
nazdik kisi bhi disha
(direction) mei namaz jayaiz aur sajda jaiz. (Ma'azALLAH)

Naaya fitna yeh ki agar aap ke paas
IPhone app ka phone hai tou careful rahiye kiyunki iPhoneApp
Store mei ek application hai jiska
naam "The Holy Quran, Arabic Text and English Translation. aur
translate karne waale ka naam
Maulvi Sher Ali, Ahmadiyya Muslim
Community" likha hai.

Agar aap ko yeh application mile tou
hargiz usse download na kare.
Us quran application mei jagah jagah
par editing paayi gayi hai jho arabic
mei editing hai.

Aaj tak tou suna
tha ki tarjuma edit karke ya galat
bayan karne waale logo ka, par
qadiyanio ne tou hadd kardi aur arabic
Quran mei bhi editing kardi hai.
aur isse ziyada se
ziyada share karein,
Taaki is baat ko
Iphoneapp store tak pahuchaya jasake
Jazak Allahu Khayran :)

Mar 6, 2013

Mere Dosto Namaaz Padha Karo Kyun Ke...

★ Har Namaz Pichli Namaz Ke Baad Hone
Wale Gunah Mita Deti Hain.
- (Tanbihul Gafileen)
★ Namaz Se Gunah Dhulte Hain.
- (Ibne Maja)
★ Namazi Ke Liye Jannat Ke Darwaze Khol
Diye Jate Hain.
- (Tabrani)
★ Insan Ko Sajda Karta Dekhkar Shaitan Rota
Huwa Bhaag Khada Hota Hain.
- (Muslim Sharif)
★ Namaz Imaan Ki Alamat Hain.
- (Munyatul Musalli)
★ Baccha 7 Baras Ka Ho JayeTo Use Namaz
Ka Huqm Do.
- (Muslim Sharif)
★ Namaz Se Rozi Mein Barkat Hoti Hain.
- (Tanbihul Gafileen)
★ Namaz Ki Toufiq Milna AllahTa’ala Ka
Aehsan Hain.
- (Mukashftul Quloob)
★ Namaz Padhkar Wahi Bethe Rahe To
Firishte Duwaye Magfirat Karte Hain.
- (Abu Daud)
★ Namaz Padhne Wale Par Nekiyo Ki Barish
Hoti Rahti Hain.
- (Ehyaul Uloom)
★ Namaz Behtereen Ibadat Hain.
- (Delmi)
★ Har Hissa-E-Zamin Tamanna Karta Hai Ki
Kaash! Mujh Par Koi Namaz Padhe.
- (Tabrani)
★ Namaz Buraiyo Aur Bimariyo Se Bachati
Hain.
- (Tazqiratul Wayezeen)
★ Namaz Padhne Wale Ke Gunah Muaf Ho
Jate Hain.
- (Mishkat Sharif)
★ Ek Namaz Dusri Namaz TakKe Gunaho Ka
Kaffara Hain.
- (Tanbihul Gafileen)
★ Namazi Ke Gunah Is Tarah Jhadte Hain Jis
Tarah Khiza Mein Darkht Ke Patte.
- (Mishkat Sharif)
★ Namaz Se Farig Hote Hi Gunah Muaf Ho
Jate Hain.
- (Kanzul Ummal)
★ Namaz Se Sagira Gunah Muaf Ho Jate
Hain.
- (Muslim Sharif)
★ Namazi Ke Sare Gunah Jhad Jate Hain.
- (Tanbihul Gafileen)
★ Namazi Ko Pul Sirat Par Suwariya Milengi..
- (Nuzhatul Majalis)
★ Namaz Padhne Se Darjaat Buland Hote
Hain.
- (Muslim Sharif)
★ Namaz Jannat Ki Kunji Hain.
- (Muslim Sharif)
★ Namaz Yakinan Duniya Aur Usme Jo Kuch
Hain Un Sab Se Behtar Hain.
- (Tazqiratul Wayezeen)
★ Sajde Mein Banda Allah Ta’ala Ke Karibtar
Hota Hain.
- (Muslim Sharif)

Ya Allah Apne Habib Ke Sadke Hum Musalman Ko Namaz Ki Daulat Nasib Ata Farma.

Aameen Ya RABBAL AALAMEEN.

Mar 5, 2013

Goongi Ho Gai Aaj Kuch....

Goongi Ho Gai Aaj kuch Zuban kehte kehte,

Hichkicha Gaya Me khud ko Musalman kehte kehte,

Ye baat Nahi k Mujko Rab par Yaqeen Nahi,

Bas dar gaya khud ko sahib-e-imaan kehte kehte,

Tofeeq Na hui Mujhe ek waqt ki Namaz ki,

Aur Chup Ho Gaya Moazzin Azaan kehte kehte,

Kisi kafir Ne jo pocha k Ye kya Hai Maheena,

Sharm se pani Hath se gir gaya Ramazan kehte kehte,

Meri Almari me Gard se Ati kitab ka Jo poochha,

Mai Gaddh gaya Zameen me Quran kehte kehte,

Ye sun k chupki saadh Li "IQBAL" Us Ne,

Yun laga jaise ruk gaya wo mujhe Haiwaan kehte kehte..

"Dr. Allama Iqbal"

TIBB-E-NABWI (SwallAllahu Alaihi Wa Sallam)

•Jo Log Khane Se Pehle
Thora Namak Chakh Lein
Woh Log 30 Qism Ki Bimariyon se Mehfooz Rehte hein.

•Khajoor Ko Nashte Mein istemal Karo Ta k Tumhare Anderooni Jarasim ka Khatima Ho jaye.

•Ghum Ka Shikar Hoto Kheer Kha liya karo.

•Zukam Se Mat Ghabrao
Yeh Tumhein Junoon Se Mehfooz
Rakhta Hai.

•Kalonji Mein Maut K Siwa her Beemari ka elaj hai.

•Aankh ka dukhna Andhe Hone se Mehfooz rakhta hai.

•Khansi k hone se falij se hifazat rehti hai.

•1 bar durood shareef parh k apne doston ko is tohfe se zaroor nawazein

Mar 4, 2013

Qayamat ke Din...


Hazrat Muhammad SwallAllahu Taala Alaihi Wa aalihi Wasallam ne Irshaad Farmaya :-

Qayamat ke din ALLAH un logo ke gunaho
par parda dal dega
jo duniya me dusro ke gunaho par parda dalte hi.

SAHIH MUSLIM : 6276

Mayyat par phoolon ki Chaadar...


"Mayyat Par Phoolon Ki Chaadar Daalne Me Shar'an Harj Nahi Bulke Niyyat e Hasan Se Hasan He
Jese Quboor Par Phool Daalna Ke Jb Tak Wo Tarr Rahen Ge Tasbih Karen Ge Is Se Mayyit Ka Dil Behalta He Aur Rehmat Utarti He.
Fatawa Alamgiri Me He:
Qabro Par Phoolo Ka Rakhna Acha He" (Fatawa Hindiya 5/351)
Deegar Hawala Jaat:
(Fatawa Imam Qazi Khan)
(Imdadul Miftah)
(Raddul Mukhtar 1/606)
(Fatawa Razawiya 9/105)

Guard your tongue from...


Guard your tongue from complaining about others, and you will be granted a life of happiness.

~ Hazrat Abu Bakr as-Siddiq Radhi Allahu Anhu.

Mar 1, 2013

Jhoot Se Bacho

∗ Beshak Jhoot Bolne Wale Par Allah ki Laanat.
- : (Surh Aal-e-Imran, Ayat 61)

∗ Jhoot Se Bacho! Bilashuba Jhoot Gunah Ki Taraf Le Jata He Aur Gunah Jahannam Me Pahunchane Wala Hai
-: (Abu Dawood)

∗ Bahut Saare Log Muh Ke Bal Jahannam Me Phenk Diye Jayenge, Sirf Apni Zubaan (Yani Jhut) Ki Wajah Se … !!
-: (Tirmizi Sharif)

∗ Me Zamanat Deta Hun Jannat Ke Darmiyan 1 Ghar Ki, Uss Shaks ko jo Mazaak Me Bhi Jhuth Na Bole … !!
-: (Abu Dawod)

∗ Jab Koi Jhuthi Gawaahi Deta Hai, Toh Arsh Kaanpta Hai Aur Arsh Ke Farishte Gawaahi Dene Wale Par Laanat Karte Hai … !!
-: (Baage Jannat Safa.70)

∗ Apni Jhuthi Ta’arif Pasand Karna Sharike Haraam Hai, aur Uss Me Aakhirat Ki Barbaadi Ka Andesha Hai.
-: (Bukhari Sharif, Muslim Sharif)

∗ Uss Shakhs Ke Liye Kharaabi Hai Jo Baat Karte Huwe Logo Ko Hasane Ke Liye Jhooth Bolta Hai.
-: (Mishkatul Masaabih)

∗ Ye Bohot Badi Khayanat Hai Ke Tum Apne Bhai Se Koi Jhooth Baat Bayan Karo, Halanke
Wo Tumhari Baat Ko Saccha Samjhta Ho.
- (Abu Dowood)

: Dua : Allah Rabbul Izzat Hame Har Haal Me Jhuth Se Bachne Ki Toufiq Ata Farmaye
!! Aameen !!
!! Allahumma Aameen !!

Jumma' Mubarak - Hadith-e-Paak

**Hadith-e-Pak**

"Jis ne Juma' k din ghusal kiya, tail lagaya or khushbu istimal ki, phir Jumay ki namaz k liya chala or 2 aadmiyo k darmiyan na ghusa, phir khutba khamoshi se suna or namaz parhe uss k iss Jumay se doosray Jumay tak k tmam gunah bakhsh diyah jain gay ."
[Bukhari, Hadith no. 910].

 Jumma' Mubarak 

 

Visitor's Traces

Total Page views