Ads 468x60px

Mar 7, 2013

Qadiyanio ka ek aur fitna:: (Arabic Qur'an me Editing)

Agar kaha jaye yeh toh galat nahi hoga
ki qadiyani aur kafir mei koi farq nahi.
Jaaha qadiyanio ke peshwa Mirza Gulam Qadiyani ne apne
khud ke nabi hone ka dawa kiya tha,
khud par ALLAH ki taraf se wahi nazil
hone ka dawa kiya tha
aur ALLAH ko haath per wala jismaani tasawwur karne jaisi
kufriya akido ke baaes Muslim kaum se ye fitna barso pehle hi
boycott ho chuka tha.

Sura E Bakra ki
Aayat no. 144 mei saaf saaf ALLAH
ka hukam hai ki aye musalmano
tum jaha kahi bhi ho apna moonh
(namaz mei) isi kible (kaabe) ki aur
karke khade rehna, magar qadiyanio ke
nazdik kisi bhi disha
(direction) mei namaz jayaiz aur sajda jaiz. (Ma'azALLAH)

Naaya fitna yeh ki agar aap ke paas
IPhone app ka phone hai tou careful rahiye kiyunki iPhoneApp
Store mei ek application hai jiska
naam "The Holy Quran, Arabic Text and English Translation. aur
translate karne waale ka naam
Maulvi Sher Ali, Ahmadiyya Muslim
Community" likha hai.

Agar aap ko yeh application mile tou
hargiz usse download na kare.
Us quran application mei jagah jagah
par editing paayi gayi hai jho arabic
mei editing hai.

Aaj tak tou suna
tha ki tarjuma edit karke ya galat
bayan karne waale logo ka, par
qadiyanio ne tou hadd kardi aur arabic
Quran mei bhi editing kardi hai.
aur isse ziyada se
ziyada share karein,
Taaki is baat ko
Iphoneapp store tak pahuchaya jasake
Jazak Allahu Khayran :)

0 comments:

Post a Comment

Enter your Comment here...

 

Visitor's Traces

Total Page views