Ads 468x60px

Feb 4, 2016

Sayyid Kownain Sultaan e Jahaan

The Magnificent kalaam of Alahadrat Azeemulbarakat Radi Allahu Anhu in which the lips do not touch each other throughout the kalaam.


Sayyid Kownain Sultaan e jahaan, Zill yazdaan Shah e Deen Arsh aastaan.

Kul se a'ala kul se aowlaa kul ki jaan, Kull ke Aaqa kul ke Haadi kul ki shaan.


Dilkushaa dilkash dil aaraa dilstaan, Kaan jaan o jaan e jaan o shaan e shaan

Har hikaayat, har kinaayat, har adaa, Har ishaarat dilnasheen o dil nishaan.


Dil de dil ko jaane jaan ko Noor de, Aay jahaane jaan waaye jaane jahaan.

Aankh de aur aankh ko deedar e Noor, Rooh de aur rooh ko raah e jinaan.


Allah Allah yaas aur aisee aas se, Aur yeh Hazrat, yeh dar, yeh aastaan,

Tu thanaa ko hay thanaa tere liye, Hay thanaa teri hi deegar daastaan.


Tu na tha to kuch na tha, gar tu na ho, Kuch na ho,tu hi to hay jaane jahan. 

Tu ho Daata aur auron se rajaa, Tu ho Aaqa aur yaad e deegraan.


Iltijaa is shirk o sharr se door rakh, Ho Raza tera hi,ghairazaeen o aan,

Jis tarah hownt iss ghazal se door hain, Dil se yunhi door ho har zann o zaan.


Alahadrat Azeemul Barakat says O. Allah keep us apart from the bad aqeedah's in the same way as the lips have been kept apart in this ghazal.


Translated by:
Khalifa e Allama Sayyid Shah Turāb ul Haq Qādri Daamat Barkaathumul Aaliyah, Maulana Shakeel e Millat Qadiri Ridawi Sahib Qibla Daamat Barkaathumul Aaliyah.

0 comments:

Post a Comment

Enter your Comment here...

 

Visitor's Traces

Total Page views