Ads 468x60px

Jan 19, 2016

Benefits Of Dalaail Ul Khairaat Shareef

Imam Muhammad bin Sulaiman Al Juzuli's (Alahirrahmah) advice for those who recite Dalail al Khairaat Shareef.


وإذا رايت النفس منك تحكمت 

Jab to mahsoos karray ke tera nafs tujhay hukm De raha hay.

When you sense that your nafs is telling you what to do


وغدت تقودك في لظي الشهوات

Aur tujhay khawaaishaat ke sholon ki taraf dakhail raha hay

And is pushing you towards the flames of desires.


فاصرف هواها بالصلوة مواظبا 

Bass tu Durood Shareef ki humeshgi se apni nafs ki khawaaishaat ko khattam kar de

Then use the continuous recitation of Durood Shareef as a means to extinguish these desires. 


لا سیما بدلائل الخيرات

Khaas kar Durood shareef ke majmooa Dalaailul khairaat say

Especially from the collection of Durood Shareefs from Dalaail al Khairaat Shareef


بدلائل الخيرات كن متمسكا

Dalaailul khairaat ke wird ko mazbooti se jaari rakh

Recite Dalaail al Khairaat Shareef with firmness and consistency 


والزم قرآء تها تنل ما تبتغي

Aur usko parhtaa reh Jo chahyay ga paaygaa

Keep reciting come what may, you will receive all your needs.


فشوارق الأنوار لآ ئحة بها

Uss say anwaar ki kirnain phoot rahi hain

The rays of Noor are flowing from it.


فالترك منك لها اخى لا ينبغى

To aay mere bhai tera dalaailul khairaat ka wird chorna munaasib Nahin

So, My brother, it is not advisable for you to stop reciting Dalail al Khairaat Shareef 


Translated by:
Khalifa e Allama Sayyid Shah Turāb ul Haq Qādri Daamat Barkaathumul Aaliyah, Maulana Shakeel e Millat Qadiri Ridawi Sahib Qibla Daamat Barkaathumul Aaliyah

0 comments:

Post a Comment

Enter your Comment here...

 

Visitor's Traces

Total Page views