Ads 468x60px

Sep 18, 2013

Hadith Regarding Drinking Water


The following post is a bit lengthy, but contains very important information that not many know of...

I request everyone to read it please, and share/forward via all possible means to all of your contacts

السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَ بَرَكَاتُه

Sayansdaano (Scientists) Kehte Hain Ki Subah Uth Ke Pehle Paani Peena Chaahiye, Aur Ziyaada Paani Peena Chaahiye, Jis Se Unke Mutaabiq Beshumaar Fayde Haasil Hote Hain.

Magar... Kya Aapko Pata Hai:

Hamiidi, Huzoor صلى الله عليه و آله و صحبه و سلم Se Raawi Hain, "Agar Log Paani Thora Piye, To Un Ke Jism Mehfooz Rahein."

Tibrani Ne Hazrat Abu Saeed رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽ ٰعنه Se Riwayat Ki Huzoor صلى الله عليه و آله و صحبه و سلم Ne Farmaaya, "Jo Shakhs Nahaar Moonh Paani Peeta Hai, Us Ki Taaqat Khatam Ho Jaati Hai."

~ Anwaar ul Muhammadi

[Nahaar - Khaali Pet/ Baghair Naashta]

Ab Faisla Aap Karein,
Aapko Kisko Maanna Hai,
Sayansdaano Ki Theory ko, Ya Huzoor  صلى الله عليه و آله و صحبه و سلم Ke Mubarak Irshaad Ko???

0 comments:

Post a Comment

Enter your Comment here...

 

Visitor's Traces

Total Page views