Ads 468x60px

Jul 25, 2013

Salaam Us Par + English Translation


Salaam us par ke jisne bekaso ki dastigiri ki 
Salaams be upon he who aided the helpless

Salaam us par ke jisne baadshahi mein fakeeri ki 
Salaams be upon he who in his royal reign lived in poverty

Salaam us par ke asraare mohabbat jisne samjhaaye 
Salaams be upon he who explained the secrets of love

Salaam us par ke jisne zakhm kha kar phool barsaye 
Salaams be upon he who after being wounded, showered flowers

Salaam us par ke jisne bhooke pyaaso ko qabaaya di 
Salaams be upon he who gave the hungry and thirsty ?

Salaam us par ke jisne gaaliyaan sun ke duayen di 
Salaams be upon he who after listening to abuse, made dua for them

Salaam us par ke jiska zikr hai saare wazaaif mein 
Salaams be upon he who is mentioned in all the wazaaif

Salaam us par jo majrooh huwa bazaar-e-taif mein 
Salaams be upon he who was wounded in the markets of Taif

Salaam us par ke jiske sakht ghar ke jung karte the 
Salaams be upon he whose obdurate family members waged war (against him)

Salaam us par watan ke log jisko tang karte the 
Salaams be upon he whose fellow countrymen harassed him

Salaam us par ke jiske ghar mein chandi thi na sona tha 
Salaams be upon he whose home did not possess silver nor gold

Salaam us par ke toota borya jiska bichona tha 
Salaams be upon he whose broken mat (made of palm leaves) was his bed

Salaam us par jo sachaayi ke khatir dukh uthata tha 
Salaams be upon he who for the truth suffered difficulties

Salaam us par jo bhuka reh kar auro ko khilata tha 
Salaams be upon he who would remain hungry and feed others

Salaam us par jo ummat ke liye raaton ko rota tha 
Salaams be upon he who for his ummat would cry at night

Salaam us par ke jiski saadhigi dar se baseerat hain 
Salaams be upon he from whose simple abode there is clear-
sightedness/understanding


1 comments:

  1. نعت کی آڈیو کہاں سے مل سکتی ہے؟؟؟؟؟

    ReplyDelete

Enter your Comment here...

 

Visitor's Traces

Total Page views