Ads 468x60px

Apr 2, 2013

Aag ki 4 Kisme...


Aag (fire) Chaar 4 Kism kii Hotii Hai
1. jo khatii Hai peetee Nahi
# Duniya Kii Aag
2. Jo Khatee Bhii Hai Aur Peetee Bhi Hai
# Peth ( Meada Stomach ) kii Aag
3. Jo Khaatii Bhii Nahii Aur Peetee Bhii Nahii
# Woh Aag Jo Hazrate Moosa Alyhissallam Ne Dekhii jis Ka Qurane Kareem Me Zikr Hai
4. Woh Aag Jo Peetee Hai Khatee Nahii
# Arab Shareef K jungle Me Do Darakht Hote Hai Un donk me Tarii ( Wetness) Hoti Hai, Jaise hii Dono ko Ragdo Aag Nikaltii Hai Halan k Dono KACCHE (WET hote hai Par ALLAH kii Shan K Aag Paanii Jama Kar Diya Es Ka Bhi Qurane Kareem me Hai ( Sure Yaseen 80 )
Tarjama # Jis Ne Tumhare Liye Hare Darakht Se AAG Paida Kii , jabhii Tum Us se Aag Sulgate Ho# Allahu Akbaar Allahu Akbaar
# Tazkeratul Ambiyya Bab Hazrate Moosa Alayhissallam

0 comments:

Post a Comment

Enter your Comment here...

 

Visitor's Traces

Total Page views