Ads 468x60px

May 26, 2013

Abdul Mustafa Naam Ke Jawaz Main Dalayil:..


Kisi ne Aala Hazrat, Imam Ahmad Raza Khan (Rahmatullahi Ta'ala Alayh) se kaha ki aap har kitab aur har khat main likhtey hain ki "Raqm Abdul Mustafa

Khuda k siwa dusrey ka "abd" kaise ban sakta hai...Aala Hazrat (Rahmatullahi Ta'ala Alayh) ne jawaab main farmaya ki: 

Sahi Muslim Aur Sahi Bukhari aur baqi sab siha main hai, Ameerul Mu'mineen Hazrat Umar-e-Farooq A'zam (RadiAllahu Ta'ala Anhu)  ne majm'aa sahaba main Sahaba-e-Kiram (RadiAllahu Ta'ala Anhum) ko jama farmakar aeylaniya barsari mimber farmaya ki main RasulAllahu ﷺ ke saath tha, mein Huzoor  ka bandha tha, aur Huzoor  ka khidmatgar tha...

Aur farmaya ki Allah Qur'an main farmata hai: 

Aey Mehboob tum apni apni tamam ummat sey yun khitab farmao ki aey mere bando, jinhun ne apni jaano par zulum kiya Allah ki rahmat se naumeed na ho, Beshaq Allah sab gunah bakhsh deta hai. 
[Surah #39: Az-Zumar, Aayat #53]


0 comments:

Post a Comment

Enter your Comment here...

 

Visitor's Traces

Total Page views