Ads 468x60px

May 14, 2013

Khwaja Gareeb Nawaz Ki Hayaat-e-Tayyaba



1-Wiladat-14 Rajab Hijri-535 Sanjar,Isfahaan .

2-Isme giraami-Sayyad Muinud Deen Hasan

3-Waalid-e-Gira ami-Hazrat Khwaja Gayaasud Deen

4-Waalida-Hazra t Bibi Ummul Wara

5-Waalid Sahab Ka Saaya Utha-Hijri 544

6-Shaikh Ibraheem Maj'bzub Se Mulaqat Hijri-544

7-Uloom-e-Zaahi ri Ki Takmil-Ba-Muqam Samarqand, Bukhara, Hijri-544 se Hijri-550 tak.

8-Aap K Shohra-Aafaak Ustad-Hazrat Moualana Hisaamud Deen Or Hazrat Moulana Sharfud Deen.

9-Gause Aazam Se Mulaqat-Bagdaad Sharif Hijri-550.

10-Khwaja Usmaan Haaruni K Mureed Bane-Hijri-552 Ba-Maqam Haarun.

11-Shaikh Ziyaud Deen Abu Najib Abdul Qadir Suharwardi Se Mulaqat Hijri -555.

12-Bagdaad Se Hind Ki Taraf Safar-Hijri-557 se 561 Tak.

13-Daata Ganj Bakhsh K Rauze Par Chilla Kashi Hijri-561

14-Peero Murshid K Sath Haramain Sharifain Ka Tarikhi Safar-Hijri -563

15-Sar Zamine Sanjar Par Tashrif Aawari-Hijri-58 0

16-Gause Aazam Se Dobara Mulaqat-Hijri-5 80

17-Bhakhtiyar Kaki Ko Murid Banaya-Hijri-58 2 Isfahaan

18-Bhakhtiyar Kaki K Sath Harmain Sharifain Ki Haazri Or Baargah-e-Risal at Se Wilaayat-e-Hind Ka Milna-Hijri-585 Me.

19-Khwaja Bhakhtiyar Kaki Ko Khilafat Ata Ki-Hijri-585 me Ba-Maqam-Samark and.

20-Prithvi Raaj Ki Hukumat Me Ajmer Me Aamad-Hijri-586 me

21-Shahabud Deen Ghori Khwaja Ki Khidmat Me-Hijri-588 Ba-Maqam Gizni.

22-Shahabud Deen Ghori Aap K Murid Bane-Hijri-589 me Ba-Maqam Ajmer.

23-Taara Gadh (Ajmer) Par Raat Ko Hamla-Hijri-598 me.

24-Delhi Me Tashrif Aawri-Hijri-611 me

25-Bibi Ummatullah K Sath Gareeb Nawaz Ka Pehla Nikah-Hijri-590 me.

26-Bibi Asmatullah K Sath Gareeb Nawaz Ka Dusra Nikah-Hijri-620 me.

27-Wisaal-6,RAJ ab, Peer K Din, Hijri-633 me Ba-Maqam- Ajmer Sharif Rajasthan....


0 comments:

Post a Comment

Enter your Comment here...

 

Visitor's Traces

Total Page views