Ads 468x60px

May 30, 2013

Aib Waali Chize Tijarat Me..


Nabi-e-Kareem (SwallAllahu Alaihi Wa Sallam) Ne Irshad Farmaya, “Ek Musalman Dusre Musalman Ka Bhai Hai Aur Jab Musalman Apne Bhai Ke Haath Koi Cheez Beche Jis Me Aib(Burayi) Ho Toh Jab Tak Bayaan Na Kare Usse Bechna Halaal Nahi”.

-: (Sunan Ibne Majah, Kitab-Ul-Tijarat, Jild 3, Page No-58, Hadees No-2246)

Sabak :
Tijarat Me Iss Baat Ka Hamesha Khayal Rakhe Ki Agar Kisi Ko Koi Chiz Bech Rahe Ho Toh Bechne Se Pehle Uss Chiz Ki Khami Aur Aibo Ko Bhi Bayaan Kare Ki Yeh Uss Par Wajib Hai.

0 comments:

Post a Comment

Enter your Comment here...

 

Visitor's Traces

Total Page views