Ads 468x60px

Nov 26, 2013

Najdiya Sakht Hi Gandi Hai Tabiyat Teri


Najdiya Sakht Hi Gandi Hai Tabiyat
Teri
Kufr Kiya Shirk Ka Fuzla Hai Nijasat
Teri
khaak Munh Mein Tere Kehta Hai
Kise Khaak Ka Dher
Mit Gaya Deen Mili Khaak Mein Izzat
Teri
Tere Nazdeek Huaa Kijb-e-Ilaahi
Mumkin
Tujhpe Shaitan Ki Fatkaar Yeh
Himmat Teri
Balke Kajjab Kiya Toone tu iqraar-o-
Wqoo'a
Uff Re Napaak Yahan Tak hai
Khabasat Teri
ilm Shaitan Ka Hua Ilm-e-Nabi Se
Zayed
Padhun Lahoul Na Kiyon Dekh Ke
Soorat Teri
Bazm-e-Meelad Ho Kaanha Ke Janam
Se Badtar
Arre Andhe Arre Mardood Yeh Jur'at
Teri
ilm-e-Ghai bi Mein Majaneen-o-
Bahayem Ka Shumool
Kufr Aamez Junu'n Za Hai Jihalat
Teri
Yaad-e-Khar Se ho Namazo Mein
Khyal Unka Bura
Uff Jahannam Ke Gadhe Uff Ye
KharafatTeri
Unki Tazeem karega na Agar Waqt-
e-Namaz
Mari Jayegi Tere Munh Pe Ibadat
Teri
Hai Kabhi Boom ki Hillat to Kabhi
Zaagh Halal
Jeefa Khwari Ki Kahin Jati Hai Aadat
Teri
Hans Ki Chaal to Kiya Aati Gayi Apni
Bhi
Ijtihadon Se Hi Zahir Hai Himaqat
Teri
Khule Lafzo Mein Kahe Qazi-e-Sho
ka'n Madade
Yaa Ali Sun ke Bigad Jaye Tabiyat
Teri
Teri Atke to Wakeelo'n Se Kare
istimdaad
Aur Tabeebo'n Se Madad Khwah ho
illatTeri
Hum Jo Allah Ke Piyaron se i'aanat
Chahein
Shirk Ka Chirk Ugalne Lage Millat
Teri
Abd-e-Wahab Ka Beta Hua Shaikh-e-
Najdi
Uski Taqleed Se sabit Hai Zalalat
Teri
Ussi Mushrik Ki Tasneef Hai Kitab-
ul-Touheed
Jiske Her fiqra Pe Hai Mohr-e-
Sadaqat Teri
Tarjuma Uska Hua Taqviyatul -eiman
Naam
Jisse Benoor Huee Chashm-e-
Baseerat Teri
Waqif-e-Ghaib Ka irshad Sunaau'n
Jisne
Kholdi Tujhse Bahut Pehle Haqeeqat
Teri
Zalzale Najd Mein Paida Ho Fitan
Barpa Ho
Yani Zahir Ho zamana Mein Sharart
Teri
Ho Ussi Khaak Se Shaitan Ki Sangat
Paida
Dekh Le Aaj Hai Moujood Jama'at
Teri
Sar Munde Honge to Pajame Ghutne
Honge
Sar Se Paa Tak Yahi Poori Hai
ShabahatTeri
Ad-dua Hoga Hadeeso Pe Amal
Kerne Ka
Naam Rakhti Yahi Apna Jama'at Teri
Lekin Utrega Na Qur'aan Gale Se
Neeche
Abhi Ghhabra Nahi Baqi Hai Hikayat
Teri
Nikleinge Deen se Yoon Jaise
Nishana Se Teer
Aaj Us Teer Ki Hai Sangeet Teri
Apni Halat Ko Hadeeson Ke Mutabiq
Ker Le
Aap Khul Jayegi Fir Tujh Pe Khabasat
Teri
Chhorh Ker Zikr Tera Ab Hai Khitab
Apno se
Ke Hai Mabghooz Mujhe Dil se
Hikayat Teri
Mere Piyare Mere Apne Mere Sunni
Bhai
Aaj Kerni Mujhe Tujhse Shikayat Teri
Tujh se Jo Kehta Hun Tu Dil se Sun
Insaf Bhi Ker
Kare Allah Ki Toufeeq Himayat Teri
Gar Tere Baap Ko Gaali de KoiBe
Tehzeeb
Ghussa Aaye Abhi Kuch Aur Ho Halat
Teri
Galiya'n Dein Unhe Shaitan-e- La'een
Ke Pairu
Jinke Sadqe Mein Hai Her Doulat-o-
Nemat Teri
Jo Tujhe Pyar Karein Jo Tujhe Apna
Farmayein
Jinke Dil Ko Kare BeChain Aziyyat
Teri
Jo Tere Waste Takleefein Uthayein
Kiya Kiya
Apne Aaram se Pyari Jinhe Soorat
Teri
Jaag Ker Ratein Ibadat Mein Jinhone
Kaati
Kis Liye iss Liye Kat Jaye Museebat
Teri
Hashr Ka Din Nahi Jis Roz Kisi Ka
Koi
Uss Qayamat Mein Jo Farmayein
Shafa'at Teri
Unke Dushman se Tujhe Rabt Rahe
Mel Rahe
Sharm Allah Se Ker Kiya Huee
Ghairat Teri
Toone Kiya Baap Ko Samjha Hai
ziyada Unse
Josh Mein Aayi Jo Is Darja Hararat
Teri
Unke Dushman Ko Agr Toone Na
Samjha Dushman
Wo Qayamat Mein Na Kareinge
RifaqatTeri
Unke Dushman Ka Jo Dushman Nahi
Sach Kehta Hoon
Dawa Be Asl Hai Jhooti Hai
Mohabbat Teri
Balke Eimaan Ki Jo Pooche to Hai
Eiman Yahi
Unse ishq Unke Adu se Ho Adawat
Teri
Ahl-e-Sunnat Ka Amal Teri Ghazal Pe
Ho Hasan
Jab Main Janu Ke Thikane Lagi
Mehnat Teri

- - -

Penned by:
Allama Hasan Raza Khan (Rahimahullah)

0 comments:

Post a Comment

Enter your Comment here...

 

Visitor's Traces

Total Page views