Ads 468x60px

Jun 7, 2013

Be-Namazi Aur Shaitaan...


Ek Shaks Jungal May Guzar Raha Tha Ki Uske Sath Shaitaan Ho Liya! Us Shaks Ne Na To Namaz-A-Fajr Padhi, Na Zohar, Na Asr, Na Magrib Aur Na Isha Ki Namaz Padhi

Raat Ko Jab Sone Ka Waqt Hua To Shaitaan Ne Usse Kaha Ki, Main TumseDur Rehna Chahta Hoon

Usne Kaha Kyon? To Shaitaan Bola, Isliye Ki Maine Sirf Ek Sajda Na Kiya Tha! Wo Bhi Aadam AlaihisSalam Ko Aur Tune To Din-Bhar May Kayi Sahde Khuda Hi Ko Na Kiye Hain! To Mujhe Dar Lagta Hain Ki Jab Ek Sajda Ke Na Karne Se Mujhper Laanat Ka Azaab Bhej Diya Gaya Hain To Tujhper Itne Sajde Chhodne Se Khuda Ka Kya Dardnaak Azaab Naazil Ho? Jisme Main Bhi Na Maara Jaoun?

(Durratun-Nasiheen, Page-289)

' Namaz Ka Chhodna Bohot Bada Gunah Hain

Be-Namazi Ko Shaitaan Apne Aapse Bhi Zyada Bura Samajhta Hai

0 comments:

Post a Comment

Enter your Comment here...

 

Visitor's Traces

Total Page views