Ads 468x60px

Jun 18, 2013

Waseela Jaaiz Hai... Challenge to Wahabis


Jo wahabi khabees kaafir waseele ka inkar karta hai usko ham challenge karte hain k who QURAN ki 1 aayat pesh kare jisme waseele ka INKAAR ho..
Ham waseele waale ALHAMDULILLAAH quran o hadees se saabit karenge k WASEELA JAIZ hai...

Waseela Kya Hai ?……

★ ALLAH Se Dua Karne Me Kisi NABI
Ya WALI Ko Bataure Wasile Ke Zikr
Karna Jaiz Hai.
(Tirmizi, Jild-2, Safa-198)

★ Waseele se Dua Kabool Hoti Hai:

Farman-e-Quraan-e-Kareem

Al-Quran »
ALLAH PAAK ka irshad-e-Aalishaan Hai Jis Ka Mafoom hai,
“Tumhara Madadgar ALLAH, Uska
RASOOL Aur Swaaleh Momineen Hain”
-: (Sura-E-Maida: Ayat-55)

Al-Quran »
Beshaq ALLAH Bhi Madadgaar Hai Aur Hazrat JIBRAEEL Alaihis Salaam Bhi Madadgaar Hain Aur Tamaam AULIYA ALLAH Bhi Madadgaar Hain”
(Sureh: Tehreem, Aayat-4)

ALLAH Ki Taraf Waseela SARKAAR
(Sallallahu Ta’ala Alaihi Wasallam)
Hain Aur SARKAAR Ki Taraf Wasila Sachcha PEER Hai.

★ Farmaan-e-GAUS-E-AAZAM
(RadiAllahu Ta’ala Anhu)
Jab Tum KHUDA Se Koi Haajat Talab
Karo To Mere Waseele Se Talab Karo
(Bahjatul Asrar Safa.57)

★ NABI-e-PAAK (SwallAllahu Ta'ala Alaihi Wa Sallam) Ne Farmaya:
Jab Azaan Suno To Jawaab Do, Phir
Mujh Par Durood Padho,
Aur Mere Waseele Se Dua Maango.
(Sahih Muslim Safa:203, Hadees:384)

WASL E MAULA CHAAHTE HO TO WASEELA DHOOND LO,
BE WASEELA NAJDIYON HARGIZ KHUDA MILTA NAHI...

4 comments:

  1. This website is doing a great job. Keep it up.

    Waseela haq hai

    Waseela haq hai

    Waseela haq hai

    ReplyDelete
  2. Nice line waseela lajim hai jaruri hai... maslake Allah hazrat.....

    ReplyDelete
  3. Wisaal ke Baad Waseela lena :-
    .
    kuch Aqal ke Dusmano ka Kehna hota he ki Qabr
    ke Paas Jaa kar Waseela lena shirk he Haram he
    Astagfirullah,
    Wo Jahil Padh kar Apni Islaah karle.. .

    📢Yahan apko post scenpage ke sath milenge plz click here 👇

    http://mysunnihanfiaddress.blogspot.in/2017/10/wisaal-ke-baad-waseela-lena.html?m=1

    ReplyDelete
  4. Mashaa Allah ilam me or izaffa ho gya hai Allah paak apko salamat rakhay ameen

    ReplyDelete

Enter your Comment here...

 

Visitor's Traces

Total Page views